SEARCH RESULTS
Showing search results for "savaab-e-taa.at-o-zohd"
Ghazal MATCHES FOR "savaab-e-taa.at-o-zohd"
Ghazal
shumaar-e-umr-e-gurezaa.n hisaab-e-taa.at-o-zohd
vazuu kii KHaana-purii thii lahuu kii viiraanii
Khalid Karrar
Ghazal
savaab-o-taa.at-o-taqvaa faziilat-o-alqaab
pa.De hu.e the kahii.n mai.n nashe se mil rahaa thaa
Ali Zaryoun
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
mere kariim tirii rahmato.n ke sadqe me.n
gunaahgaar umiid-e-savaab rakhte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
bahut hai.n roz-e-savaab-o-gunaah dekhne ko
ki ham hai.n zindagi-e-be-panaah dekhne ko
Manmohan Talkh
Ghazal
mauj-e-nafas se larze hai taar-e-rag-e-hayaat
phailii hai shahr-e-dil me.n vo pur-haul sansanii
Himayat Ali Shayar
Ghazal
savaab-e-ishq kii KHaatir kamaal kar baiThe
vo meraa shahr me.n rahnaa muhaal kar baiThe
Hairat Allahabadi
Ghazal
savaab-e-ishq kii KHaatir kamaal kar baiThe
vo meraa shahr me.n rahnaa muhaal kar baiThe
Hairat Allahabadi
Ghazal
Meer Syed Muzaffar Ali Zafar Muzahri
Ghazal
taa.at-e-amn-o-sukuu.n kaa dil ko lekin ho jo shauq
sabr par tab-e-havas-a.ngez ko raazii karo
Akbar Allahabadi
Ghazal
kahaa.n kii tauba-o-taa.at kahaa.n kii rusvaa.ii
mataa.a-e-zohd ko uTh kar ghaTaa ne luuT liyaa
Shabbir Kanpuri
Ghazal
yaa.n sarkashaa.n jo saahab-e-taaj o lavaa hu.e
paamaal ho ga.e to na jaanaa ki kyaa hu.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
taar-e-nafas se hai tan-e-KHaakii basaa hu.aa
hai ankabuut lipTii hu.ii taar-o-puud me.n