SEARCH RESULTS
Showing search results for "seke.nge"
Ghazal MATCHES FOR "seke.nge"
Ghazal
tanhaa na kaT sake.nge javaanii ke raaste
pesh aa.egii kisii kii zaruurat kabhii kabhii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
us sar-phire ko yuu.n nahii.n bahlaa sake.nge aap
vo aadmii nayaa hai magar saavdhaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
kyaa chal sake.nge jin kaa faqat mas.ala ye hai
jaane se pahle raKHt-e-safar jaanaa chaahiye
Parveen Shakir
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
aap kii aa.nkh se gahraa hai mirii ruuh kaa zaKHm
aap kyaa soch sake.nge mirii tanhaa.ii ko
Mohsin Naqvi
Ghazal
malaamato.n me.n kahaa.n saa.ns le sake.nge vo log
ki jin se kuu-e-jafaa kaa tavaaf bhii na hu.aa
Parveen Shakir
Ghazal
ham bhuul sake hai.n na tujhe bhuul sake.nge
tuu yaad rahegaa hame.n haa.n yaad rahegaa
Ibn e Insha
Ghazal
tanhaa na kaT sake.nge javaanii ke raaste
pesh aa.egii kisii kii zaruurat kabhii kabhii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
jo tuu nahii.n hai to ye mukammal na ho sake.ngii
tirii yahii ahmiyat hai merii kahaaniyo.n me.n
Wasi Shah
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
aa.nsuu na pii sake.nge ye tanhaa.iyo.n kaa zahr
baKHshaa hai Gam mujhe to ko.ii Gam-shanaas de
Meraj Faizabadi
Ghazal
us paar jaa sake.ngii to yaade.n hii jaa.e.ngii
jo kuchh idhar milaa hai udhar chho.D jaa.uu.ngaa
Krishn Bihari Noor
Ghazal
ham aise KHaak-nashii.n kyaa lubhaa sake.nge use
vo apnaa 'aks bhii miizaan-e-zar me.n toltaa hai
Mohsin Naqvi
Ghazal
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
mai-kash bhulaa sake.nge na saaqii kaa ye karam
girto.n ko us ne thaam liyaa hai kabhii kabhii
Raaz Layalpuri
Ghazal
to kyaa kabhii mil sake.nge yaa baat ho sakegii
nahii.n nahii.n jaa.o tum ko.ii mas.ala nahii.n hai
Irfan Sattar
Ghazal
qismat se shikaayat hai gila tujh se nahii.n hai
tuu ne jo diyaa dard vo ha.ns ha.ns ke sahe.nge
Raja Mehdi Ali Khan
Ghazal
aam hogaa ab hamdam sab pe faiz fitrat kaa
bhar sake.nge ab daaman ham bhii is KHazaane se