SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaakh-e-khaliil"
Ghazal MATCHES FOR "shaakh-e-khaliil"
Ghazal
tum ko to ai 'KHaliil' hai aavaargii kaa shauq
tum jaise aadmii se kahaa.n tak mile ko.ii
Khalil Dhantejvi
Ghazal
zard patte kii tarah be-ghar pa.Daa huu.n raah me.n
zard patte ko ko.ii shaaKH-e-havaa apnaa.egii
Khaleel Rampuri
Ghazal
ai shaiKH kyaa Daraataa hai maidaan-e-hashr se
ham bandagaan-e-KHalq bhii bande KHudaa ke hai.n
Anwar Khalil
Ghazal
tujhe bhulaane kii koshish to kar rahaa huu.n 'KHaliil'
KHayaal teraa sar-e-shaam aa hii jaataa hai
Khaleel Ahmad
Ghazal
jigar ke daaG chhupaa.e kabhii jo ham ne 'KHaliil'
a.ndhere dil me.n utar aa.e raushnii ke liye
Anwar Khalil
Ghazal
khilaa hu.aa hai nazar me.n gul-e-KHayaal ko.ii
'KHaliil' aa.nkh jo jhapkii bikhar hii jaa.egaa
Khaleel Rampuri
Ghazal
aaj talak us aurat se aataa hai KHauf 'KHaliil'
ghar me.n ik din ghus aa.ii thii bikhre baal liye
Khaleel Rampuri
Ghazal
Khalil Dhantejvi
Ghazal
tashaddud Gam-e-hastii vo de ke sab naGme
'KHaliil' aaj to ik saaz-e-be-sadaa huu.n mai.n
Ibraheem Khaleel
Ghazal
kaaT kar dast-e-du.aa ko mere KHush ho le magar
tuu kahaa.n aaKHir ye shaaKH-e-be-samar le jaa.egaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ishq to KHair 'KHaliil' ab bhii bulaa.e lekin
kis me.n himmat hai shab-e-hijr manaa kar so.e
Khaleel Husain Balooch
Ghazal
vo KHudaa-parast 'KHaliil' jo sar-e-daar hai.n
ham unhii ke qurb kii lazzato.n ke asiir hai.n
Khaleel Husain Balooch
Ghazal
hijr-e-maashuuq hai tuulaanii to ab umr 'KHaliil'
hazrat-e-KHizr kii aa.uu.ngaa dobaara le kar
Khaleel Husain Balooch
Ghazal
'fazaa' na thaa kabhii taaza dimaaG itnaa mai.n
hai us kaa haath ki shaaKH-e-bahaar sar par hai
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ai 'fazaa' daaman-e-alfaaz hai ab bhii KHaalii
thaa yahaa.n shaaKH-e-ma.aanii pe samar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ho ga.ii hai sho.ala-zan har shaaKH-e-gul
ba.Dh rahe the haath jo tharraa ga.e
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
ai 'shaan' sochtii huu.n ki vo haath kyaa hu.e
jo shaaKH-e-gul ko chho.D ke talvaar tak ga.e