SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaam-e-firaaq"
Ghazal MATCHES FOR "shaam-e-firaaq"
Ghazal
shaam-e-firaaq apnii farozaa.n na kar sake
taariik zindagii ko daraKHshaa.n na kar sake
Sughra Sabzwari
Ghazal
shaam-e-firaaq sub.h-e-daraKHshaa.n hai aaj-kal
har ashk jaise nayyar-e-taabaa.n hai aaj-kal
Raaz Muradabadi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tum ne chaahaa na mudaavaa-e-Gam-e-shaam-e-firaaq
varna tum kuchh to na aane kii vazaahat karte
Ghulam Mustafa Faraz
Ghazal
ruk gayaa vaqt palaT aa.ii hai.n biitii sadiyaa.n
yahii vo lamha hai jab 'shaam' bikharnaa hai mujhe
Mahmood Shaam
Ghazal
yaade.n khule kivaa.D ye mahkii hu.ii fazaa
kaun aa rahaa hai shaam ye ThanDii havaa ke ba.ad
Mahmood Shaam
Ghazal
ik pal me.n hii batlaa ga.ii.n dam to.Dtii kirne.n
vo raaz jo ai 'shaam' na paayaa mujhe din-bhar
Mahmood Shaam
Ghazal
ik ik palak pe chhaa.ii hai mahruumiyo.n kii shaam
zabt-e-suKHan kii aag me.n jalte labo.n ko dekh
Mahmood Shaam
Ghazal
kuchh to kahtii hai sar-e-shaam samundar kii havaa
kabhii saahil kii KHunuk ret pe jaa.e.n to sahii
Mahmood Shaam
Ghazal
mai.n huu.n shikaar-e-fitna-e-ehsaas-e-ra.ng 'shaam'
kis tarah ek jism kii taqsiim ho ga.ii
Mahmood Shaam
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
daraaz-dastii-e-shaam-e-firaaq se kah do
ki merii ruuh me.n kaif-e-visaal ab bhii hai
Rafiuddin Raz
Ghazal
zaKHm is taur se mahke hai.n sar-e-shaam-e-firaaq
duur tak phail ga.ii dard kii KHushbuu yaaro
Shahid Akhtar
Ghazal
diida o dil ko sambhaalo ki sar-e-shaam-e-firaaq
saaz-o-saamaan baham pahu.nchaa hai rusvaa.ii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tamaam justujuu-e-shauq raa.egaa.n ai 'shaam'
mujhe KHabar hai pas-e-intizaar kyaa hogaa
Sham Rizvi
Ghazal
aksar hu.aa aisaa ki bhare ghar me.n sar-e-shaam
tanhaa.ii ke aaseb dar-o-baam se barse
Sham Rizvi
Ghazal
tire KHayaal kaa jab sehn-e-dil me.n chaa.nd khile
udaas shaam ko manzar saa kuchh nayaa bhii de