SEARCH RESULTS
Showing search results for "shadd-o-mad"
Ghazal MATCHES FOR "shadd-o-mad"
Ghazal
guzaarishaat pe bhii jab navaazishaat na ho.n
mutaalibaat me.n tab shadd-o-mad zaruurii hai
Mehboob Rahi
Ghazal
hunuuz dil me.n usii shadd-o-mad se hai 'bismil'
vo hausla jo mujhe imtihaa.n se pahle thaa
Bismil Saeedi
Ghazal
Gam gunaaho.n kaa na khaa 'shaad'-e-hazii.n
rahmatul-lilaalamii.n par dhyaan kar
Shad Lakhnavi
Ghazal
saahil-e-vaqt se Takraa hii ga.ii aaKHir 'shaad'
mashvare mauj-e-taKHayyul ne na maane mere
Shad Jeelani
Ghazal
aap kii zaat me.n zahriile anaasir kyo.n hai.n
maar-e-masmuum kabhii aap ne paale to nahii.n
Shad Jeelani
Ghazal
Shad Jeelani
Ghazal
tang aa ke Gazabnaak a.ndhero.n ke safar se
mai.n 'shaad' ujaalo.n kii Dagar Dhuu.nD rahaa huu.n
Shad Jeelani
Ghazal
un ko yaqii.n to aa.e vafaa kaa kisii tarah
un ke huzuur 'shaad' miraa sar hii le chale.n
Shad Jeelani
Ghazal
un ko yaqii.n to aa.e vafaa kaa kisii tarah
un ke huzuur 'shaad' miraa sar hii le chale.n
Shad Jeelani
Ghazal
ek saa rahtaa hai ye dil ke nihaa.n-KHaane me.n
besh-o-kam dard-e-shab-e-Gam nahii.n hone paataa
Saeedullah Shad
Ghazal
tuu mai se bharaa jaam ba.Dhaataa hai sabhii ko
saaqii tiraa andaaz-e-musaavaat hai kuchh aur
Saeedullah Shad
Ghazal
talaash-o-justujuu jis kaa nahii.n hai sheva 'shaad'
vo aadmii kisii maqsad me.n kaamyaab nahii.n
Saeedullah Shad
Ghazal
log patthar se bhii ho.n saKHt jahaa.n ai 'shaad'
aisii bastii se guzar jaane ko jii chaahtaa hai
Saeedullah Shad
Ghazal
har ek uzv-e-badan us kaa hai misaalii 'shaad'
qariib rah ke bahut dilrubaa ke dekhaa hai