SEARCH RESULTS
Showing search results for "shagl-e-dauraa.n"
Ghazal MATCHES FOR "shagl-e-dauraa.n"
Ghazal
'dauraa.n' sunaa hai suurat-e-gesuu-e-ambarii.n
imsaal phir chaman me.n mahakne lagii hai shaam
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
har marhala pe 'dauraa.n' hame.n un kii ho talaash
har manzil-e-hayaat pe un kaa hii naam le.n
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
ik aur hasii.n KHvaab ki miT jaa.e shab-e-Gam
'dauraa.n' ko bhii dikhlaa.iye ab der na kiije
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
us kisii chiiz pe bhuule se bhii machlaa na kare
mere 'dauraa.n' dil-e-pur-KHuu.n ko ye samjhaa denaa
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
vo ba-zo'm-e-KHud gulsitaa.n kaa hai sarbaraah 'dauraa.n'
jo vo chaahe so karegaa use kaun roktaa hai
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
talaatum-e-Gam-e-dauraa.n me.n bah ga.e patvaar
havaa ke haath me.n ham baadbaan chho.D aa.e
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
un kii furqat me.n miraa shaGl yahii thaa din-raat
haath jab dil se uThe diida-e-tar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
ham barq-o-sharar ko kabhii KHaatir me.n na laa.e
us fitna-e-dauraa.n ko magar dekh na paa.e
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
Sahir Sialkoti
Ghazal
Galat ki shaGl me.n mai-KHvaar kam hai suufii se
ye shaGl-e-jaam magar shaGl-e-aaftaab nahii.n
Shaghil Usmani
Ghazal
raas aa.e tum ko mulk-e-ishq kii aab-o-havaa
aashiqo har-vaqt shaGl-e-aah-o-zaarii chaahiye
Rasheed Lakhnavi
Ghazal
shaiKH-jii ye bhii ko.ii baat hai maiKHaane me.n
aap roza rahe.n ham shaGl-e-mai-o-jaam kare.n
Rahmat Ilahi Barq Aazmi
Ghazal
har shaKHs asiir-e-Gam-e-dauraa.n nahii.n hotaa
har ahl-e-junuu.n chaak-garebaa.n nahii.n hotaa
Qazi Syed Khursheeduddeen Khursheed
Ghazal
ai junuu.n kuchh der shaGl-e-KHaak-baazii hii sahii
dil to is sahraa-e-hastii me.n bahalnaa chaahiye
Nihal Sevharvi
Ghazal
hai.n naam se 'maKHmuur' ke mash.huur-e-zamaana
go ham kabhii shaGl-e-mai-o-miinaa nahii.n karte