SEARCH RESULTS
Showing search results for "shakle.n"
Ghazal MATCHES FOR "shakle.n"
Ghazal
dekhtaa huu.n sab shakle.n sun rahaa huu.n sab baate.n
sab hisaab un kaa mai.n ek din chukaa duu.ngaa
Muneer Niyazi
Ghazal
Gulzar
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
dar-o-diivaar pe shakle.n sii banaane aa.ii
phir ye baarish merii tanhaa.ii churaane aa.ii
Kaif Bhopali
Ghazal
aap kii shakl bhalii aap kii suurat achchhii
aap ke taur bure aap se nafrat achchhii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
tirii sadaa se tujhii ko taraashnaa hogaa
havaa kii chaap se shakle.n ubhaarnaa ho.ngii
Mohsin Naqvi
Ghazal
'Gaalib' o 'shefta' o 'nayyar' o 'aazurda' o 'zauq'
ab dikhaa.egaa ye shakle.n na zamaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
kuchh nahii.n hai zehn me.n to vahm kii shakle.n banaa
raushnii hogii agar saa.e nazar aane lage
Iqbal Sajid
Ghazal
Nazeer Qaisar
Ghazal
phir ibtidaa kii taraf hogaa intihaa kaa ruKH
ham ek din yahaa.n shakle.n badal rahe ho.nge
Sagheer Malal
Ghazal
meraa iimaa.n na Tikaa paa.ii.n hazaaro.n shakle.n
merii aa.nkho.n ne tire pyaar me.n roza rakkhaa
Alok Mishra
Ghazal
KHauf-e-tanhaa.ii dikhaataa thaa ajab shakle.n so ham
apne saa.e hii ko apnaa ham-safar kahne lage
Shabnam Rumani
Ghazal
tanhaa.ii ke KHauf kii dekho kyaa kyaa shakle.n hai.n
sannaaTe me.n lipTii raate.n baate.n karte din
Amjad Islam Amjad
Ghazal
insaa.n hai.n ab to muddato.n ham devtaa rahe
shakle.n nahii.n banii.n jo hayuulaa nahii.n hu.e
Shaukat Wasti
Ghazal
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
tamaam raaste ab ek jaise lagte hai.n
gumaan raah me.n shakle.n badal ke aataa hai
Aashufta Changezi
Ghazal
chaahe jitnaa shahd pilaa do shaaKHo.n ko
niim ke patte phir bhii ka.Dve nikle.nge
Tariq Qamar
Ghazal
har din chehra alag tarah kaa hotaa hai
Gam kii shakle.n bhii to roz badaltii hai.n