SEARCH RESULTS
Showing search results for "shal"
Ghazal MATCHES FOR "shal"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ham dohrii aziyyat ke giraftaar musaafir
paa.nv bhii hai.n shal shauq-e-safar bhii nahii.n jaataa
Ahmad Faraz
Ghazal
KHema-gaah-e-nigaah ko luuT liyaa gayaa hai kyaa
aaj ufuq ke dosh par gard kii shaal bhii nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
ham baguulo.n kii tarah KHaak-basar phirte hai.n
paa.nv shal ho.n to ye aashob-e-safar bhii jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
ye zard patto.n kii baarish miraa zavaal nahii.n
mire badan pe kisii duusre kii shaal nahii.n
Bashir Badr
Ghazal
shaam thii aur barg-o-gul shal the magar sabaa bhii thii
ek ajiib sukuut thaa ek ajab sadaa bhii thii
Jaun Eliya
Ghazal
kul yaum-e-hijr zard zamaano.n kaa yaum hai
shab bhar na jaag muft me.n aa.nkhe.n na laal kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
vo havaa thii shaam hii se raste KHaalii ho ga.e
vo ghaTaa barsii ki saaraa shahr jal-thal ho gayaa
Muneer Niyazi
Ghazal
isii ne mujh ko qanaa'at kaa boriyaa baKHshaa
isii ke haath se dast-e-daraaz-e-tam’ hai shal
Ahmad Faraz
Ghazal
darvaaza khaTkhaTaa ke sitaare chale ga.e
KHvaabo.n kii shaal o.Dh ke mai.n uu.nghtaa rahaa
Adil Mansuri
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
shal hu.e dast-e-talab bhuul ga.e harf-e-savaal
aaj ham hausla-e-ahl-e-karam dekhte hai.n