SEARCH RESULTS
Showing search results for "shalgam"
Ghazal MATCHES FOR "shalgam"
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
fasaana-e-shab-e-Gam un ko ik kahaanii thii
kuchh e'tibaar kiyaa kuchh na e'tibaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
jo sunaa.ii anjuman me.n shab-e-Gam kii aap-biitii
ka.ii ro ke muskuraa.e ka.ii muskuraa ke ro.e
Saifuddin Saif
Ghazal
umr jalvo.n me.n basar ho ye zaruurii to nahii.n
har shab-e-Gam kii sahar ho ye zaruurii to nahii.n
Khamosh Ghazipuri
Ghazal
ik nii.nd kaa jho.nkaa shab-e-Gam aa to gayaa thaa
ab vo tire daaman kii havaa ho ki sabaa ho
Zeb Ghauri
Ghazal
zulmat-kade me.n mere shab-e-Gam kaa josh hai
ik sham.a hai daliil-e-sahar so KHamosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
sub.h kii tarah jhamaktaa hai shab-e-Gam kaa ufuq
'faiz' taabindagii-e-diida-e-tar to dekho
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ai merii tamannaa ke sitaare tuu kahaa.n hai
tuu aa.e to ye jism shab-e-Gam ko na sau.npuu.n
Kishwar Naheed
Ghazal
allaah-re shaam-e-Gam mirii be-iKHtiyaariyaa.n
ik dil hai paas vo bhii nahii.n iKHtiyaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
din hii pahaa.D hai shab-e-Gam kyaa ho kyaa na ho
ghabraa rahe hai.n aaj sar-e-shaam hii se ham