SEARCH RESULTS
Showing search results for "sham.o.n"
Ghazal MATCHES FOR "sham.o.n"
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
merii sham.o.n ko havaa.o.n ne bujhaayaa hogaa
ye bhii un kii hii sharaarat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ab udaas phirte ho sardiyo.n kii shaamo.n me.n
is tarah to hotaa hai is tarah ke kaamo.n me.n
Shoaib Bin Aziz
Ghazal
sham.o.n me.n ab nahii.n hai vo pahlii sii raushnii
kyaa vaaqa.ii vo anjuman-aaraa hai in dino.n
Qateel Shifai
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Fahmida Riaz
Ghazal
ra.ng-e-mahfil chaahtaa hai ik mukammal inqalaab
chand sham.o.n ke bha.Dakne se sahar hotii nahii.n
Qabil Ajmeri
Ghazal
nashaat-angez shaamo.n kaa tasalsul is tarah TuuTaa
ki gahrii nii.nd se yak-dam ko.ii bedaar ho jaa.e
Ahmad Adil
Ghazal
Danish Naqwi
Ghazal
naqaab ulTaa hai sham.o.n ne sitaaro tum to so jaa.o
kare.nge raqs parvaane sitaaro tum to so jaa.o
Anees Kaifi
Ghazal
aa.o ham jism kii sham.o.n se ujaalaa kar le.n
chaa.nd niklaa bhii to niklegaa zaraa raat ga.e
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Hasan Abbasi
Ghazal
bujhtii hu.ii sham.o.n kaa dhu.aa.n hai sar-e-mahfil
kyaa rang jame aaKHir-e-shab soch rahe hai.n
Shakeb Jalali
Ghazal
us ne sultaanii-e-jamhuur ke naGme likkhe
ruuh shaaho.n kii rahii us se pareshaa.n yaaro