SEARCH RESULTS
Showing search results for "sharaarato.n"
Ghazal MATCHES FOR "sharaarato.n"
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
phuu.nkaa bhii tuur-o-vaadii ba.az ai 'KHaliiq' lekin
apnii sharaarato.n se vo sho.ala-KHuu na aayaa
Meer Khaleeq
Ghazal
Naz Butt
Ghazal
Ehtisham ul Haq Siddiqui
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
Kamal Ahmad Siddiqi
Ghazal
apnii sharaarato.n ke maze bhuul na sakaa
bachpan ke qiil-o-qaal mujhe yaad aa ga.e
Ahmad Hijazi
Ghazal
vo aur vafaa-dushman maane.nge na maanaa hai
sab dil kii sharaarat hai aa.nkho.n kaa bahaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
mire daaman me.n sharaaro.n ke sivaa kuchh bhii nahii.n
aap phuulo.n ke KHariidaar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
band kar ke mirii aa.nkhe.n vo sharaarat se ha.nse
buujhe jaane kaa mai.n har roz tamaashaa dekhuu.n
Parveen Shakir
Ghazal
merii sham.o.n ko havaa.o.n ne bujhaayaa hogaa
ye bhii un kii hii sharaarat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
sharaafato.n kii yahaa.n ko.ii ahmiyat hii nahii.n
kisii kaa kuchh na bigaa.Do to kaun Dartaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
ba-zaahir un ko hayaa-daar log samjhe hai.n
hayaa me.n jo hai sharaarat kisii ko kyaa ma.aluum
Dagh Dehlvi
Ghazal
hosh-o-junuu.n bhii ab to bas ik baat hai.n 'firaaq'
hotii hai us nazar kii sharaarat kahaa.n kahaa.n