SEARCH RESULTS
Showing search results for "sharbat-e-vasl"
Ghazal MATCHES FOR "sharbat-e-vasl"
Ghazal
sharbat-e-vasl pilaa jaa lab-e-shiirii.n kii qasam
jaan jaataa hai miraa suura-e-yaasii.n kii qasam
Siraj Aurangabadi
Ghazal
hai tap-e-hijr mile sharbat-e-vasl
kuchh na hogaa jo davaa aur hu.ii
Munshi Thakur Parsad Talib
Ghazal
sharbat-e-vasl hai tanqiid kii KHaatir maujuud
tap-e-hijr aa ke badan ko na hamaare to.De
Haidar Ali Aatish
Ghazal
dard-e-dil dard hu.aa siina kii sozish bhii ga.ii
sharbat-e-vasl me.n tere hai.n ye taasiire.n do
Shams-Un-Nisa Begum Sharm
Ghazal
mere iisaa se mire dard kaa darmaa.n hogaa
sharbat-e-vasl ilaaj-e-tap-e-hijraa.n hogaa
Meer Kallu Arsh
Ghazal
S A Mehdi
Ghazal
shab-e-vasl murG-e-sahar yaad rakhnaa
zabaa.n kaaT luu.ngaa jo royaa ziyaada
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
lutf aa.e jo shab-e-vasl mo.azzin so jaa.e
kyuu.nki vo gosh-bar-aavaaz nazar aate hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kahaa.n tak na behosh-o-be-KHud karegii
mai-e-vasl hai ko.ii sharbat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
haa.e-re Gaarat-gar-e-sabr-o-shakebaa.ii hu.ii
vo tirii tirchhii nazar vo aa.nkh sharmaa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
hazaar sharm karo vasl me.n hazaar lihaaz
na nibhne degaa dil-e-zaar o be-qaraar lihaaz
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
baiThe hai.n tishna-kaam sar-e-rahguzar tamaam
saaqii tirii sharaab kaa armaa.n kiye hu.e
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
dekh kar mahv-e-jamaal-e-yaar aa.nkhe.n ho ga.ii.n
jaam-haa-e-sharbat-e-diidaar aa.nkhe.n ho ga.ii.n
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
biimaar-e-mohabbat thaa sivaa apne na ko.ii
ik mustahiq-e-sharbat-e-diidaar hamii.n the
Haidar Ali Aatish
Ghazal
aap kii ik nigah-e-naaz use chhalkaa detii
qaabil-e-sharbat-e-diidaar thaa paimaana-e-dil
Saqib Lakhnavi
Ghazal
sharbat-e-KHuun-e-jigar kaa maza 'aashiq paave
lazzat-e-ishq-e-jigar-KHaar kuu.n ku.i kyaa jaane