SEARCH RESULTS
Showing search results for "shark"
Ghazal MATCHES FOR "shark"
Ghazal
samjhe hai.n ahl-e-sharq ko shaayad qariib-e-marg
maGrib ke yuu.n hai.n jam.a ye zaaG o zaGan tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
koh-shigaaf terii zarb tujh se kushaad-e-sharq-o-Garb
teG-e-hilaal kii tarah aish-e-niyaam se guzar
Allama Iqbal
Ghazal
KHurshiid-ruu kaa partav aa.nkho.n me.n roz haigaa
yaanii ki sharq-ruuya daalaan hai hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
dostii kii jab duhaa.ii dii to sharq-o-Garb se
haath me.n patthar liye yaaro.n kaa lashkar aa gayaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
merii aa.nkho.n me.n uge KHauf-zada zard ka.nval
shark kaa aks mirii jhiil me.n aayaa hu.aa hai
Asim Wasti
Ghazal
phir u.D ga.ii ik aan me.n sab hashmat o sab shaan
le sharq se taa Garb lagaa haat to phir kyaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
dhuup hai phailii hu.ii sharq se taa-Garb magar
baa.nTtaa phirtaa hai duniyaa ko ujaalaa paagal
Sardar Saleem
Ghazal
ai dil shariik-e-taa.ifa-e-vajd-o-haal ho
pyaare ye 'aib hai to ba-hadd-e-kamaal ho
Rais Amrohvi
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
niklaa huu.n shahr-e-KHvaab se aise ajiib haal me.n
Garb mire junuub me.n sharq mire shumaal me.n
Zulfiqar Aadil
Ghazal
vaadii-e-Garb se paiham hai a.ndhero.n kaa nuzuul
matla-e-sharq se paiGaam-e-sahar aate hai.n
Hanif Fauq
Ghazal
GauGaa hai sharq o Garb o junuub o shumaal me.n
fitne jagaa ga.ii tirii raftaar har taraf
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Azad Husain Azad
Ghazal
ik shahr-e-zar-nigaar hai aqliim-e-sharq me.n
us shahr-e-zar-nigaar kaa mai.n shaahzaada huu.n
Rais Amrohvi
Ghazal
ik nigaah-e-be-ruKHii se Garq hote zaa.iqe
lo chakho tahliil Garb-o-sharq hote zaa.iqe
Sarwat Mukhtar
Ghazal
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
Guruub-o-sharq hai.n taqdiir-KHur magar mujh ko
nasheb hii nazar aataa hai ab faraaz nahii.n