SEARCH RESULTS
Showing search results for "shekh"
Ghazal MATCHES FOR "shekh"
Ghazal
merii miinaa-e-Gazal me.n thii zaraa sii baaqii
sheKH kahtaa hai ki hai ye bhii haraam ai saaqii
Allama Iqbal
Ghazal
yuu.n piir-e-muGaa.n sheKH-e-haram se hu.e yak-jaa.n
mai-KHaane me.n kam-zarfi-e-parhez bahut hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mazaaq-e-ishq nahii.n sheKH me.n ye hai afsos
ye chaashnii bhii jo hotii to kyaa se kyaa hote
Akbar Allahabadi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
aaj kuchh aur dino.n se hai sivaa istiGraaq
azm-e-tasKHiir phir ai sheKH-e-zaman kis kaa hai
Altaf Hussain Hali
Ghazal
ham kuucha-e-dildaar ke hote hai.n tasadduq
ai sheKH-e-haram hai yahii ehraam hamaaraa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Asghar Gondvi
Ghazal
sheKH ko jannat mubaarak ham ko dozaKH hai qubuul
fikr-e-uqbaa vo kare.n ham KHidamt-e-duniyaa kare.n
Ahsan Marahravi
Ghazal
Navak Lakhnavi
Ghazal
buu-zar kaa faqr hazrat-e-faaruuq kaa mizaaj
asnaam-saaz qaum ke sheKH-e-zaman me.n hai
Bebak Bhojpuri
Ghazal
aish sab KHush aate hai.n jab talak javaanii hai
murda-dil vo hotaa hai jo ki sheKH faanii hai
Taban Abdul Hai
Ghazal
jumbish me.n na laa sub.ha-e-islaam ko ai sheKH
naazuk hai miraa rishta-e-zunnaar na TuuTe
Ashraf Ali Fughan
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
sheKH saahab aap ko but-KHaane me.n laayaa 'muniir'
piir-o-murshid banda-e-dargaah ne dhokaa diyaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
dekhnaa gar ho to aa.o mai.n dikhaa duu.n tum ko
ban gayaa sheKH-e-haram but-kada-e-dil kyuu.nkar
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
kuchh aaj ye bhii aataa hai rindo piye hu.e
pa.Dte hai.n bahke bahke jo sheKH-e-zaman ke paa.nv