SEARCH RESULTS
Showing search results for "sheve"
Ghazal MATCHES FOR "sheve"
Ghazal
Moghisuddin Fareedi
Ghazal
chashmak hii nahii.n taazii sheve ye usii ke hai.n
jhamkii sii dikhaa de kar aalam ko lagaa rakhaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
e'timaado.n kaa tasavvur jhuuTe sheve har jagah
Tuk chhupii diivaana-vaarii Tuk divaana-pan khulaa
Abaan Asif Kachkar
Ghazal
Khurshidul islam
Ghazal
KHud-numaa.ii to nahii.n sheva-e-arbaab-e-vafaa
jin ko jalnaa ho vo aaraam se jal jaate hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
raqiib o sheva-e-ulfat KHudaa kii qudrat hai
vo aur ishq bhalaa tum ne e'tibaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
us husn kaa sheva hai jab ishq nazar aa.e
parde me.n chale jaanaa sharmaa.e hu.e rahnaa
Muneer Niyazi
Ghazal
phir gavaaraa hai mujhe ishq kii har ik mushkil
taaza phir sheva-e-farhaad kiyaa hai mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
dekhnaa bhii to unhe.n duur se dekhaa karnaa
sheva-e-ishq nahii.n husn ko rusvaa karnaa
Hasrat Mohani
Ghazal
sheva-e-ishq hai aazaadii o dahr-aashobii
tuu hai zunnaarii-e-but-KHaana-e-ayyaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
tuufaan kaa sheva to hai kashtii ko Dubonaa
KHaamosh kinaaro.n ne bhii dil to.D diyaa hai
Mahesh Chandra Naqsh
Ghazal
dhaul-dhappaa us saraapaa-naaz kaa sheva nahii.n
ham hii kar baiThe the 'Gaalib' pesh-dastii ek din