SEARCH RESULTS
Showing search results for "shiddat-e-mehnat"
Ghazal MATCHES FOR "shiddat-e-mehnat"
Ghazal
KHuun se majbuur ke dasht-e-jahaa.n jannat-badosh
shiddat-e-mehnat se dilkash rang hai tasviir kaa
Bebak Bhojpuri
Ghazal
shiddat-e-zabt kii lazzat ko ghaTaa detii hai.n
aa.nkhe.n naadaan hai.n kyo.n ashk bahaa detii hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
ye kyaa KHabar thii ki siine ke daaG lau de.nge
ko.ii jo mehnat-e-fan kaa ma.aal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kyaa paan kii surKHii ne kiyaa qatl kisii ko
shiddat se hai kyuu.n aaj tirii teG-e-zabaa.n surKH
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
puuchho na mujh se shiddat-e-dard-e-shab-e-firaaq
ta.Dpaa kiyaa mai.n raat ko saare pala.ng par
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
hai aaj shiddat-e-ehsaas-e-naa-rasaa.ii kyo.n
gudaaz dil to bahut hai du.aa ke daaman me.n
Ehsan Nanparwi
Ghazal
shiddat-e-ehsaas-e-tanhaa.ii na puuchh
ham bharii mahfil me.n ghabraate rahe
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
shiddat-e-ehsaas-e-tanhaa.ii jagaayaa mat karo
mujh ko itne saare logo.n se milaayaa mat karo
Abrar Ahmad Kashif
Ghazal
zaalim bahut hai shiddat-e-ehsaas-e-aagahii
aksar paraa.ii aag me.n jalnaa pa.Daa mujhe
SayyadTabish Alwari
Ghazal
jab tak mire lahuu me.n haraarat vafaa kii thii
mai.n be-niyaaz-e-shiddat-e-KHauf-o-hiraas thaa
Akhtar Saeedi
Ghazal
chaman me.n shiddat-e-dard-e-numuud se Gunche
ta.Dap rahe hai.n magar muskuraa.e jaate hai.n
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
tanz kii sard havaa.e.n jo sataatii hai.n mujhe
shiddat-e-garmii-e-ehsaas ko pii letaa huu.n
Iftikhar Husain Rizwi Saeed
Ghazal
shiddat-e-ehsaas-e-tanhaa.ii kii hai.n hamdardiyaa.n
dard ba.Dh jaataa hai aksar raat ko ranjuur kaa