SEARCH RESULTS
Showing search results for "shiddat-pasand"
Ghazal MATCHES FOR "shiddat-pasand"
Ghazal
apne mu.aamle me.n hii shiddat-pasand thii
apne liye hii jaan se jaanaa pa.Daa mujhe
Sidra Sahar Imran
Ghazal
shiddat-pasand shaKHs thaa jis ko thaa mujh se pyaar
siine ko nochtaa thaa vo kurte ko kaaT kar
Rizwan Muqeem
Ghazal
sach to ye hai dosto.n ko muskuraahaT thii pasand
shiddat-e-ranj-o-alam me.n is liye royaa na thaa
Ehsan Razaa
Ghazal
sazaa ke taur pe mai.n dosto.n se miltaa huu.n
asar shikast-pasandii kaa mujh pe gahraa hai
Aashufta Changezi
Ghazal
Aarif Nazeer
Ghazal
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
ab dil ke kaarobaar me.n shohrat zaraa sii ho
ham log jab mile.n to suhuulat zaraa sii ho
Kash Kannauji
Ghazal
fitrat-e-diivaana KHushbuu kii tarah aazaad hai
tere 'shaadaa.n' ke liye paabandii-e-sahraa nahii.n
Shadan Barabankvi
Ghazal
Prem Lal Shifa Dehlvi
Ghazal
Prem Lal Shifa Dehlvi
Ghazal
qurbaan hai sau jaan se tum par gila kaisaa
dekho to mire dil ne kiyaa hausla kaisaa
Nasiri Lakhnavi
Ghazal
mahaaz-e-ishq pe KHud hii shikast maanii hai
'zubair' dil pe hu.aa hai kisii kaa raaj pasand
Zubair Qaisar
Ghazal
kis ko saudaa tiraa a zulf-e-pareshaa.n hogaa
kaun paaband-e-balaa-e-shab-e-hijraa.n hogaa
Abdul Majeed Khwaja Shaida
Ghazal
zabaan khul na sakii un ke ruu-baruu aksar
lahuuluhaan hu.ii dil kii aarzuu aksar
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
shiddat-e-shauq se afsaane to ho jaate hai.n
phir na jaane vahii aashiq kahaa.n kho jaate hai.n
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
har ek fat.h pe maGruur ho rahaa thaa vo
har ik shikast pe ham KHud-pasand hote ga.e
Raunaq Raza
Ghazal
ruuh me.n dard kaa paivand lagaane vaalaa
teraa har KHvaab hai palko.n ko jalaane vaalaa
Azeem Anjum
Ghazal
pasand-e-KHaatir-e-jaanaa.n hai inkisaar miraa
isii liye to mah-o-mehr hai.n Gubaar miraa
Ameen Hazin
Ghazal
aariz-e-yaar nahii.n aks-fagan paanii me.n
gul-e-shaadaab kaa phuulaa hai chaman paanii me.n