SEARCH RESULTS
Showing search results for "shiira"
Ghazal MATCHES FOR "shiira"
Ghazal
ham-saaya-e-muGaa.n me.n muddat se huu.n chunaa.nche
ik shiira-KHaane kii hai diivaar mere ghar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
qismat to dekh shaiKH ko jab lahar aa.ii tab
darvaaza shiira KHaane kaa ma.amuur ho gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
shab is dil-e-girafta ko vaa kar ba-zor-e-mai
baiThe the shiira-KHaane me.n ham kitne harzaa-kosh
Meer Taqi Meer
Ghazal
paara paara KHushbuu chakraatii hai kamre me.n
aag jalaa ke shiira us ne ubaal pe chho.D diyaa
Tafzeel Ahmad
Ghazal
vo sunnii bachcha kaun thaa jis kii jafaa ne 'jaun'
shii.aa banaa diyaa hame.n shii.aa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
kaav kaav-e-saKHt-jaanii haa.e-tanhaa.ii na puuchh
sub.h karnaa shaam kaa laanaa hai juu-e-shiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
sharaab dil kii talab thii shara ke pahre me.n
ham itnii ta.ngii me.n us ko sharaab kyaa dete
Muneer Niyazi
Ghazal
ishq me.n sar pho.Dnaa bhii kyaa ki ye be-mehr log
juu-e-KHuu.n ko naam de dete hai.n juu-e-shiir kaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Rehman Faris
Ghazal
falsafii ko bahs ke andar KHudaa miltaa nahii.n
Dor ko suljhaa rahaa hai aur siraa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
mai.n ishq huu.n miraa bhalaa kyaa kaam daar se
vo shar.a thii jise vahaa.n laTkaa gayaa huu.n mai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Gulzar
Ghazal
tishna-lab hai kab se dil saa shiir-KHvaar
tere duudho.n se hai.n chashme jaariyaa.n
Jaun Eliya
Ghazal
ye hai ishq kī karāmat ye kamāl-e-shā.irāna
abhī muñh se baat niklī abhī ho ga.ī fasāna
Jigar Moradabadi
Ghazal
saa.ira tujh ko bahut yaad hai.n us kii baate.n
kyuu.n na kuchh vaqt tire saath guzaaraa jaa.e