SEARCH RESULTS
Showing search results for "shiira"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shiira"
Ghazal
ham-saaya-e-muGaa.n me.n muddat se huu.n chunaa.nche
ik shiira-KHaane kii hai diivaar mere ghar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
qismat to dekh shaiKH ko jab lahar aa.ii tab
darvaaza shiira KHaane kaa ma.amuur ho gayaa
Meer Taqi Meer
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shiira"
Kulliyat
qismat to dekh shaiKH ko jab lahar aa.ii tab
darvaaza shiira KHaane kaa ma.amuur ho gayaa
Meer Taqi Meer
Kulliyat
KHajlat se un labo.n ke paanii ho beh chale hai.n
qand-o-nabaat kaa bhii niklaa hai KHuub shiira
Meer Taqi Meer
Sher
Asad Ali Khan Qalaq
Kulliyat
shab is dil-girafta ko vaa kar ba-zor-e-mai
baiThe the shiira-KHaane me.n ham kitne harzaa-kosh
Meer Taqi Meer
Nazm
munne ki phulwari
ras-gullo.n ke saath lagaa.e shiira aur malaa.ii
to.nd pe apnii haath pherte hai.n chaachaa halvaa.ii
Bekal Utsahi
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Ghazal
paara paara KHushbuu chakraatii hai kamre me.n
aag jalaa ke shiira us ne ubaal pe chho.D diyaa