SEARCH RESULTS
Showing search results for "shikan"
Ghazal MATCHES FOR "shikan"
Ghazal
jis kii aavaaz me.n silvaT ho nigaaho.n me.n shikan
aisii tasviir ke Tuk.De nahii.n jo.Daa karte
Gulzar
Ghazal
mai.n use ahd-shikan kaise samajh luu.n jis ne
aaKHirii KHat me.n ye likkhaa thaa faqat aap kii dost
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
tere maathe kii shikan pahle bhii dekhii thii magar
ye girah ab ke mire dil me.n pa.Dii ho jaise
Ahmad Faraz
Ghazal
hai tevrii cha.Dhii hu.ii andar naqaab ke
hai ik shikan pa.Dii hu.ii tarf-e-naqaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Azhar Iqbal
Ghazal
saaGar-shikan hai shaiKH-e-balaa-nosh kii nazar
shiishe ko zer-e-daaman-e-ra.ngii.n chhupaa ke laa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
Raaz Allahabadi
Ghazal
shoKHii-e-ra.ng-e-hinaa KHuun-e-vafaa se kab tak
aaKHir ai ahd-shikan tuu bhii pashemaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
chaadar vo diijiyo use jis par shikan na aa.e
jis par shikan na aa.e vo bistar na diijiyo