SEARCH RESULTS
Showing search results for "shikan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shikan"
PAGE MATCHES FOR "shikan"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shikan"
Ghazal
mai.n use ahd-shikan kaise samajh luu.n jis ne
aaKHirii KHat me.n ye likkhaa thaa faqat aap kii dost
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
tere maathe kii shikan pahle bhii dekhii thii magar
ye girah ab ke mire dil me.n pa.Dii ho jaise
Ahmad Faraz
Ghazal
hai tevrii cha.Dhii hu.ii andar naqaab ke
hai ik shikan pa.Dii hu.ii tarf-e-naqaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Azhar Iqbal
Marsiya
shakl-e-zariih siina-e-aqdas figaar thaa
tar thii lahuu me.n zulf-e-shikan-dar-shikan judaa
Meer Anees
Sher
shikan na Daal jabii.n par sharaab dete hu.e
ye muskuraatii hu.ii chiiz muskuraa ke pilaa