SEARCH RESULTS
Showing search results for "shikan"
Nazm MATCHES FOR "shikan"
Nazm
jawab-e-shikwa
but-shikan uTh ga.e baaqii jo rahe but-gar hai.n
thaa braahiim pidar aur pisar aazar hai.n
Allama Iqbal
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
to.D ye azm-shikan daGdaGa-e-pand bhii to.D
Kaifi Azmi
Nazm
zauq o shauq
fursat-e-kashmukash me.n ii.n dil be-qaraar raa
yak do shikan zyaada kun gesuu-e-taabdaar raa
Allama Iqbal
Nazm
kisan
kaun hal zulmat-shikan qindiil-e-bazm-e-aab-o-gil
qasr-e-gulshan kaa dariicha siina-e-giitii kaa dil
Josh Malihabadi
Nazm
tumhein kya
KHushbuu tumhaare pairahan kii har shikan se
izn le kar har taraf vahshat luTaatii thii
Mohsin Naqvi
Nazm
nura
jabii.n par shikan be-qaraar us kii palke.n
vo aa.nkho.n ke saaGar chhalakte hu.e se
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dur tak yaad-e-watan aai thi samjhane ko
par na maathe pe shikan aa.e qasam khaane ko
apnii qismat me.n azal se hii sitam rakkhaa thaa
Ram Parsad Bismil
Nazm
urdu
zabaan-e-hind hai urdu to maathe kii shikan kyuu.n hai
vatan me.n be-vatan kyuu.n hai
Manzar Bhopali
Nazm
saneha
baa-chashm-e-nam hai aaj zuleKHaa-e-kaa.enaat
zindaa.n-shikan vo yuusuf-e-zindaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
gandhi-ji ki yaad mein!
hazaar-dar-hazaar hai.n agarche rahbaraan-e-mulk
magar vo piir-e-naujavaa.n, vo ek mard-e-saf-shikan
Jigar Moradabadi
Nazm
KHatun-e-mashriq
dekh tujh par ilm kii bharpuur pa.D jaa.e na zarb
bhaag is parde me.n hai.n shaitaan ke aalaat-e-harb
Josh Malihabadi
Nazm
tere baad
jo tere dast-e-havaadis shikan me.n dekhii thii
vo teG phir na hu.ii be-niyaam tere ba.ad
Saifuddin Saif
Nazm
husul-e-azadi ki diqqaten
is tarah bhii tum agar laa.e na abruu par shikan
sar tumhaare paa.nv par aaKHir jhukaayaa jaa.egaa