SEARCH RESULTS
Showing search results for "shiraakat"
Ghazal MATCHES FOR "shiraakat"
Ghazal
hisas me.n baa.nT rahe hai.n mujhe mire ahbaab
mai.n kaarobaar-e-shiraakat me.n maaraa jaa.uu.ngaa
Rana Saeed Doshi
Ghazal
mai.n ho gayaa huu.n kisii nii.nd kaa shiraakat-daar
mai.n ik hasiin kaa takiya badal ke aayaa huu.n
Akbar Masoom
Ghazal
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
shiraakat-e-KHas-o-shola hai kaarobaar-e-junuu.n
ziyaa.n-kade me.n kis anjaam par kahaa us ne
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
nahii.n hai is me.n kisii kii shiraakat-nafsii
ye baat tai hai saraasar vajuud meraa hai
Rafiq Sandelvi
Ghazal
vo aur vafaa-dushman maane.nge na maanaa hai
sab dil kii sharaarat hai aa.nkho.n kaa bahaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
mai.n kahaa.n jaa.uu.n karuu.n kis se shikaayat us kii
har taraf us ke taraf-daar nazar aate hai.n
Zubair Ali Tabish
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
band kar ke mirii aa.nkhe.n vo sharaarat se ha.nse
buujhe jaane kaa mai.n har roz tamaashaa dekhuu.n
Parveen Shakir
Ghazal
merii sham.o.n ko havaa.o.n ne bujhaayaa hogaa
ye bhii un kii hii sharaarat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
tumhe.n to faKHr thaa shiiraaza-bandii-e-jaa.n par
hamaaraa kyaa hai ki ham to bikharne vaale the
Jamal Ehsani
Ghazal
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
tirii umiid tiraa intizaar jab se hai
na shab ko din se shikaayat na din ko shab se hai