SEARCH RESULTS
Showing search results for "shiraakat"
Nazm MATCHES FOR "shiraakat"
Nazm
diwangi rahe baqi
ka.ii dino.n se shikaayat nahii.n zamaane se
mirii talaash tirii dilkashii rahe baaqii
Nida Fazli
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
hai magar kyaa is yahuudii kii sharaarat kaa javaab
vo kaliim-e-be-tajallii vo masiih-e-be-saliib
Allama Iqbal
Nazm
hiras
terii saa.nso.n kii thakan terii nigaaho.n kaa sukuut
dar-haqiiqat ko.ii ra.ngiin sharaarat hii na ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
kisi ko udas dekh kar
mujhe tumhaare taGaaful se kyuu.n shikaayat ho
mirii fanaa mire ehsaas kaa taqaazaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
tuKHm jis kaa tuu hamaarii kisht-e-jaa.n me.n bo ga.ii
shirkat-e-Gam se vo ulfat aur mohkam ho ga.ii
Allama Iqbal
Nazm
nazrana
kuchh tumhaare liye aa.nkho.n me.n chhupaa rakkhaa hai
dekh lo aur na dekho to shikaayat bhii nahii.n
Kaifi Azmi
Nazm
zohd aur rindi
farmaayaa shikaayat vo mohabbat ke sabab thii
thaa farz miraa raah sharii.at kii dikhaanii
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri bar milo
ab na haijaan o junuu.n kaa na hikaayaat kaa vaqt
ab na tajdiid-e-vafaa kaa na shikaayaat kaa vaqt
Mustafa Zaidi
Nazm
yaad-e-aligarh
ko.ii kar rahaa thaa kisii kii shikaayat
Garaz roz Dhaatii thii taaza qayaamat
Aabidullah Ghazi
Nazm
nazr-e-maulana hasrat-mohani
kyaa kuchh na milaa hai jo kabhii tujh se milegaa
ab tere na milne kii shikaayat na kare.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
andeshe
vo mujhe bhuul ga.ii is kii shikaayat kyaa hai
ra.nj to ye hai ki ro ro ke bhulaayaa hogaa
Kaifi Azmi
Nazm
zabta
bayaa.n karuu.n na kabhii apne dil kii haalat ko
na laa.uu.n lab pe kabhii shikva-o-shikaayat ko