SEARCH RESULTS
Showing search results for "show"
Ghazal MATCHES FOR "show"
Ghazal
hanuut titliyaa.n show-case me.n nazar aa.ii.n
shariir bachche gharo.n me.n bhii sahme sahme rahe
Hasan Nasir
Ghazal
sab ek nazar phe.nk ke ba.Dh jaate hai.n aage
mai.n vaqt ke show-case me.n chup-chaap kha.Daa huu.n
Nazeer Banarasi
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
Ameeq Hanafi
Ghazal
ham bechain khilaune ik din muuD me.n aa kar
jismo.n ke show-case se baahar aa sakte hai.n
Sarfraz Zahid
Ghazal
show-case me.n rakkhaa hu.aa aurat kaa jo but hai
guu.ngaa hii sahii phir bhii dil-aavez bahut hai
Krishn Adeeb
Ghazal
apne armaano.n ko show-case me.n rakhte kyuu.n ho
jo bhii aa.egaa vo dekhegaa guzar jaa.egaa
Khaleequzzaman Nusrat
Ghazal
har ek show se mohabbat hai is liye mujh ko
mai.n nafrato.n ke tasavvur se bachnaa chaahtaa huu.n
Nazim Naqvi
Ghazal
sab chaa.ndnii kisii kii inaayat thii chaa.nd par
us daaGdaar show pe kavar raushnii kaa thaa
Mayank Awasthi
Ghazal
mai.n ishtihaar lagaa.uu.n badan pe Gazlo.n ke
vo chaahtaa hai ki show-case me.n sajaa.e mujhe
Iqbal Sajid
Ghazal
khel kaa stage KHaalii hai to kis kaa intizaar
jaane kab kaa ho chukaa hai KHatm show vaapas chalo
Saleem Shahzad
Ghazal
bas asaasa hai yahii ghar kaa yahii ghar kii mataa.a
sofa ik do bed kitaabe.n aur ik show kes bhii
Nasir Shahzad
Ghazal
show-piis to banaa diyaa haalaat ne 'asad'
ko.ii magar hamaaraa KHariidaar bhii nahii.n
Asad Raza
Ghazal
Deepak Qamar
Ghazal
is ta'alluq ne bharam rakhaa hu.aa hai dostaa
mai.n to us ke qurb kii poshaak kii show sha se huu.n
Sabir Amani
Ghazal
ek show ban ke tumhe.n jiinaa pa.Degaa har din
zahr jitnaa bhii mile us ko nigalte rahiye