SEARCH RESULTS
Showing search results for "shud"
Ghazal MATCHES FOR "shud"
Ghazal
ik ajab aamad-o-shud hai ki na maazii hai na haal
'jaun' barpaa ka.ii naslo.n kaa safar hai mujh me.n
Jaun Eliya
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
nafas kii aamad-o-shud hai namaaz-e-ahl-e-hayaat
jo ye qazaa ho to ai Gaafilo qazaa samjho
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
aa.nkho.n se KHvaab dil se tamannaa tamaam-shud
tum kyaa ga.e ki shauq-e-nazaara tamaam-shud
Hasan Abbas Raza
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
vo dard vo vafaa vo mohabbat tamaam shud
le dil me.n tere qurb kii hasrat tamaam shud
Tahir Adeem
Ghazal
bahr-e-jahaa.n me.n der-shud aamad ravaa nahii.n
maanind-e-qatra jaa tuu ba-ra.ng-e-hubaab aa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
marte hu.e vajuud kii hasrat tamaam-shud
saa.nso.n se lipTii aaKHirii chaahat tamaam-shud
Arshad Mahmood Arshad
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
nafas kii aamad-o-shud bhii hai saanehe kii tarah
gavaah rah ki tiraa ham-nafas rahaa huu.n mai.n
Shaz Tamkanat
Ghazal
fanaa hii kaa hai baqaa naam duusraa 'anjum'
nafas kii aamad-o-shud maut kaa taraana hai
Mahaveer Parshad Anjum
Ghazal
har nafas kii aamad-o-shud par ye hotii hai KHushii
ek halqa aur bhii kam ho gayaa zanjiir kaa
Asad Bhopali
Ghazal
nafas kii aamad-o-shud ko vabaal kar ke bhii
vo KHush nahii.n hai hamaaraa ye haal kar ke bhii
Arif Imam
Ghazal
batlaa de tuu hii vaa-shud-e-dil kaa mujhe ilaaj
gulshan me.n ai nasiim-e-sahar jaa.uu.n kyaa karuu.n