SEARCH RESULTS
Showing search results for "shudii"
Ghazal MATCHES FOR "shudii"
Ghazal
ai raushnii-e-tab.a tuu bar man balaa shudii
zillat-nasiib hotii hai shohrat kabhii kabhii
Saqib Azimabadi
Ghazal
kyaa hu.ii taqsiir ham se tuu bataa de ai 'naziir'
taaki shaadii-marg samjhe.n aise mar jaane ko ham
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
vaa.iz salaam le ki chalaa mai-kade ko mai.n
firdaus-e-gum-shuda kaa pataa yaad aa gayaa
Khumar Barabankavi
Ghazal
shaadi-e-marg kaa maahaul banaa rahtaa hai
aap aate hai.n rulaate hai.n chale jaate hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
ik ajab aamad-o-shud hai ki na maazii hai na haal
'jaun' barpaa ka.ii naslo.n kaa safar hai mujh me.n
Jaun Eliya
Ghazal
har nazar se nazar-andaaz-shuda manzar huu.n
vo madaarii huu.n jo rahgiir nahii.n khii.nch sakaa
Umair Najmi
Ghazal
ek ha.ngaame pe mauquuf hai ghar kii raunaq
nauha-e-Gam hii sahii naGma-e-shaadii na sahii
Mirza Ghalib
Ghazal
gum-shuda bastii musaafir lauT kar aate nahii.n
mo.ajaza aisaa magar baar-e-digar hone ko hai
Parveen Shakir
Ghazal
kahaaniyo.n ke vo kirdaar jo likhe na ga.e
KHabar se hazf-shuda vaaqi.aat hai.n ham log
Umair Najmi
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
muddat samet jumla zavaabit ho.n tai-shuda
ya.anii ta.alluqaat ubuurii banaa.uu.ngaa