SEARCH RESULTS
Showing search results for "shudii"
Nazm MATCHES FOR "shudii"
Nazm
adl-e-jahangiri
daf.atan paa.nv pe begam ke giraa aur ye kahaa
tuu agar kushta shudii aah che mii kardam man
Shibli Nomani
Nazm
ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo
vo chi.Diyaa.n vo bulbul vo titlii paka.Dnaa
vo gu.Diyo.n kii shaadii pe la.Dnaa jhaga.Dnaa
Sudarshan Faakir
Nazm
aadmi-nama
aur jhuuT kaa bharaa hai so hai vo bhii aadmii
yaa.n aadmii hii shaadii hai aur aadmii biyaah
Nazeer Akbarabadi
Nazm
taaqub
KHvaab-o-ta.abiir ke gum-shuda silsile
baar baar ab sataane lage hai.n tumhe.n
Jaun Eliya
Nazm
shikast
tuu damakte hu.e aariz kii shu.aa.e.n le kar
gul-shuda sham.e.n jalaane ko chalii aa.ii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
yaksui
tum me.n himmat hai to duniyaa se baGaavat kar do
varna maa.n baap jahaa.n kahte hai.n shaadii kar lo
Sahir Ludhianvi
Nazm
hinDola
vo jis ko kahte hai.n shaadii-e-KHaanaa-aabaadii
mire liye vo banii bevgii javaanii kii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hubb-e-watan
shudr kahlaa.e raakshas kahlaa.e
ra.nj pardes ke magar na uThaa.e
Altaf Hussain Hali
Nazm
ziyaada pas mat aana
mirii taariikiyo.n me.n
gum-shuda sadiyo.n ke gard-aaluud naa-aasuuda KHvaabo.n ke
Rehman Faris
Nazm
munajat-e-bewa
kisii ne hogii kuchh kal paa.ii
mujhe to shaadii raas na aa.ii
Altaf Hussain Hali
Nazm
jawab-e-shikwa
phir se aabaad na.ii ko.ii bhii vaadii kar lo
kisii kalbisnii se ab duusrii shaadii kar lo
Nashtar Amrohvi
Nazm
hum log
dil ke aivaa.n me.n liye gul-shuda sham.o.n kii qataar
nuur-e-KHurshiid se sahme hu.e uktaa.e hu.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nashat-e-umid
ek ko hai dhan jo kuchh haath aa.e
dhuum se aulaad kii shaadii rachaa.e
Altaf Hussain Hali
Nazm
hubb-e-watan
ab na sayyad kaa iftiKHaar sahiih
na barahman ko shudr par tarjiih
Altaf Hussain Hali
Nazm
dorahe
kab talak munnaa se shaadii ke karogii tazkire
KHvaahisho.n kii aag me.n jaltii rahogii kab talak