SEARCH RESULTS
Showing search results for "shuf"
Ghazal MATCHES FOR "shuf"
Ghazal
sau KHauf kii ho jaa.e magar rind-e-nazar-baaz
dil jalva-gah-e-laanshaf-o-shuf nahii.n kartaa
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
mo'tariz kyuu.n ho agar samjhe tumhe.n sayyaad dil
aaise gesuu huu.n to shub.h daam kaa ho yaa na ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
miTe ye shub.h to a dost tujh se baat kare.n
hamaarii pahlii mulaaqaat aaKHirii to nahii.n
Krishn Bihari Noor
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Majeed Amjad
Ghazal
mujhe shub.h saa hu.aa us kii be-niyaazii se
mai.n KHud banaa huu.n KHudaa ne nahii.n banaayaa mujhe
Anjum Khayali
Ghazal
kahaa.n aajiz-suKHan qaadir-suKHan huu.n
hame.n hai shub.h yaaro.n ke suKHan me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
shub.h bahaal sag me.n ik 'umr sarf kii hai
mat puuchh in ne mujh se jo aadmii-garii kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
shub.h hotaa thaa ki hai ra.ng-e-badan yaa malbuus
be-libaasii thii libaas us ne kahaa.n pahnaa thaa
Rashid Aazar
Ghazal
hasii.n hai yuu.n to bilaa-shub.h aap kaa paikar
hasiin-tar hai magar aap kii sanam aa.nkhe.n
Farooq Shakeel
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
shub.h hotaa hai sadaf kaa mujhe har Gunche par
kahii.n motii na kare.n qatra-e-shabnam paidaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ahbaab kii chaahat pe shub.h bhii nahii.n hotaa
ham jaisaa magar ko.ii akelaa bhii nahii.n hai