SEARCH RESULTS
Showing search results for "shust-o-shuu"
Ghazal MATCHES FOR "shust-o-shuu"
Ghazal
Abdussalam Nadvi
Ghazal
Shyam Sunder Lal Barq
Ghazal
havas hamaarii mohabbat se bhii ubhar aa.ii
kahaa.n tak apnii kasaafat kii shust-o-shuu karte
Krishna Mohan
Ghazal
rahaa daaman-e-gul pe nit KHuun-e-bulbul
saliiqa hai shabnam ko kyaa shust-o-shuu kaa
Mirza Mohammad Ali Fidvi
Ghazal
jo zaahido.n ne na baatin ko dho ke saaf kiyaa
to ko.ii kaam na zaahir kii shust-o-shuu ne kiyaa
Betab Azimabadi
Ghazal
dhonaa hai vaqt-e-aaKHir mu.nh kii mujhe siyaahii
ai ashk-e-sharm ab bhii mauqa hai shust-o-shuu kaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
baaqii rahe na baada to us ke evaz me.n aab
le KHum kii shust-o-shuu se qadah aur qadah se ham
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
shust-o-shuu naama-e-a.amaal kii jis se ho.e
baras ai abr-e-karam mujh pe vo tuu paanii ek
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
Qamar Hilali
Ghazal
Shyam Sunder Lal Barq
Ghazal
kabhii to chaahiye fikr-e-nazaafat-e-baatin
riyaa ke said ye zaahir kii shust-o-shuu kyaa hai
Syed Mehmood Hasan Qaisar Amrohvi
Ghazal
ba-qadr-e-zarf-e-vuzuu mai jo miltii paanii sii
siyaah-ruu bhii dam-e-hashr shust-o-shuu karte
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
sa.ii tuu apnii na kar ai girya sarf-e-shist-o-shuu
dil ke dhone se ko.ii ye daaG kaale jaate hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
kii shust-o-shobadan kii jis din bahut sii un ne
dho.e the haath mai.n ne us din hii apnii jaa.n se
Meer Taqi Meer
Ghazal
KHvaab-aavar goliyo.n se ai 'shu.uur'
KHud-kushii kii koshishe.n kartaa huu.n mai.n