SEARCH RESULTS
Showing search results for "sijeje"
Ghazal MATCHES FOR "sijeje"
Ghazal
tujhii se ibtidaa hai tuu hii ik din intihaa hogaa
sadaa-e-saaz hogii aur na saaz-e-be-sadaa hogaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
ye kitnii laashe.n saheje kahaa.n kahaa.n rakkhe
ki tang aa ga.ii hai ab zamiin logo.n se
Varun Anand
Ghazal
bazm-e-qadah se aish-e-tamannaa na rakh ki ra.ng
said-e-ze-daam-e-jasta hai us daam-gaah kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
KHamosh baiThe ho kyuu.n saaz-e-be-sadaa kii tarah
ko.ii payaam to do ramz-aashnaa kii tarah
Aatish Bahawalpuri
Ghazal
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
jis siraaj-e-ajmalii se thii.n umiide.n be-shumaar
vo bhii nazr-e-vaah-vaa ho jaa.egaa sochaa na thaa
Siraj Ajmali
Ghazal
jab tasavvur ne ba.Dhaa dii naala-e-mauzuu.n kii lai
saaz-e-be-aavaaz se ik sher paidaa ho gayaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
iltihaab-o-siz-e-dil hai.n baa.is-e-sailaab-e-ashk
hai azal ke din se garmii rahnumaa barsaat kii
Shola Kararvi
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
bhare the jis me.n kuchh naGmaat-e-KHaamosh
vo saaz-e-be-sadaa yaad aa rahaa hai
Behzad Lakhnavi
Ghazal
Saeed Shahidi
Ghazal
Muneer Bhopali
Ghazal
tumhii ho raushnii-e-tab-e-kushtagaan-e-hayaat
shab-e-siyaah alam me.n siraaj-e-taaq tumhii
Ain Salam
Ghazal
ye raat kitnii bhayaanak hai baam-o-dar ke liye
kahaa.n se laa.uu.n siraaj-e-muniir ghar ke liye
Shatir Hakeemi
Ghazal
tashaddud Gam-e-hastii vo de ke sab naGme
'KHaliil' aaj to ik saaz-e-be-sadaa huu.n mai.n
Ibraheem Khaleel
Ghazal
sariir-e-KHaama se tashriih-e-sirr-e-zii hogii
fazaa-e-sher me.n iqliim-e-aagahii hogii
Bebak Bhojpuri
Ghazal
iidhar se siite jaa.o aur uudhar se phahTtaa jaa.e
aise tarah ke kap.De ko phir siijiye bhii na.i.n
nayan sukh
Ghazal
ik sham.a jal rahii hai mere hariim-e-dil me.n
jo soz-e-be-KHudii kaa afsaana kah rahii hai