SEARCH RESULTS
Showing search results for "sikka"
Ghazal MATCHES FOR "sikka"
Ghazal
naqsh kii tarah ubharnaa bhii tumhii se siikhaa
rafta rafta nazar aanaa bhii tumhii se siikhaa
Zehra Nigaah
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
mohabbat ik na ik din ye hunar tum ko sikhaa degii
baGaavat par utarnaa aur KHud-muKHtaar ho jaanaa
Munawwar Rana
Ghazal
vo harf-e-raaz ki mujh ko sikhaa gayaa hai junuu.n
KHudaa mujhe nafas-e-jabra.iil de to kahuu.n
Allama Iqbal
Ghazal
ye 'taabish' kyaa hai bas ik khoTaa sikka
magar ye khoTaa sikka chal rahaa hai
Zubair Ali Tabish
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
laakh kahte rahe.n zulmat ko na zulmat likhnaa
ham ne siikhaa nahii.n pyaare ba-ijaazat likhnaa
Habib Jalib
Ghazal
mufaahamat na sikhaa jabr-e-naaravaa se mujhe
mai.n sar-ba-kaf huu.n la.Daa de kisii balaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
nau-giraftaar-e-balaa tarz-e-vafaa kyaa jaane.n
ko.ii naa-shaad sikhaa de unhe.n naalaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
itnaa to dostii kaa sila diijiye mujhe
apnaa samajh ke zahr pilaa diijiye mujhe
Abdul Hamid Adam
Ghazal
KHud 'ishq kii gustaaKHii sab tujh ko sikhaa degii
ai husn-e-hayaa-parvar shoKHii bhii sharaarat bhii
Hasrat Mohani
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
bekaar gayaa ban me.n sonaa miraa sadiyo.n kaa
is shahr me.n to ab tak sikka bhii nahii.n badlaa