SEARCH RESULTS
Showing search results for "sirf-o-azm-e-aatshii.n"
Ghazal MATCHES FOR "sirf-o-azm-e-aatshii.n"
Ghazal
vo le ke hausla-e-azm-e-be-panaah chale
jo log ha.nste hu.e suu-e-qatl-gaah chale
Arsh Malsiyani
Ghazal
zauq-e-gunaah o azm-e-pashemaa.n liye hu.e
kyaa kyaa hunar hai.n hazrat-e-insaa.n liye hu.e
Shakeel Badayuni
Ghazal
ai azm-e-mukammal jo sahaaraa tiraa paa.uu.n
duniyaa ke a.ndhere me.n na.ii sham.a jalaa.uu.n
Hakim Mazhar Subhan Usmani
Ghazal
KHayaal-e-azm-e-safar iKHtiyaar kartaa hai
mire liye bhii ko.ii intizaar kartaa hai
Shakeel Moeen
Ghazal
Naseer Koti
Ghazal
to azm-e-tark-e-ishq pe qaa.em to hai magar
tujh me.n ye chand roz se larziida kaun hai
Azm Bahzad
Ghazal
zindagii apnii nazar aane lagii sirf saraab
kabhii guzre jo dil-e-zaar ke viiraane se
A G Josh
Ghazal
raah-e-talab me.n azm-e-tajassus javaa.n rahe
manzil jo be-nishaa.n hai mirii be-nishaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
ai ham-safar ye azm-e-safar to bajaa sahii
dar-pesh ho na zahmat-e-tuul-e-safar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
dekh lenaa pas-e-qaatil bhii ko.ii hogaa zaruur
sirf qaatil hii chalaataa nahii.n KHanjar dekho
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
us bazm-e-suKHan me.n ham kyaa pahu.nche ki shor uTThaa
lo 'azm' ko.ii zaKHmii tahriir uThaa laayaa
Azm Bahzad
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
itne daavo.n se guzar kar ye KHayaal aataa hai
'azm' kyaa tum ne kabhii harf-e-nadaamat likkhaa
Azm Bahzad
Ghazal
lab jo yaad aa.e to boso.n kii KHalish jaag uThii
phuul mahke to mujhe be-chamanii yaad aa.ii
Azm Bahzad
Ghazal
azm KHud ko kaarvaan-e-nafaa me.n shaamil na kar
tere shaano.n par abhii baar-e-ziyaa.n maujuud hai