SEARCH RESULTS
Showing search results for "socho"
Ghazal MATCHES FOR "socho"
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
socho to ba.Dii chiiz hai tahziib badan kii
varna ye faqat aag bujhaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
kitne dino.n ke pyaase ho.nge yaaro socho to
shabnam kaa qatra bhii jin ko dariyaa lagtaa hai
Qaisarul Jafri
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
socho ye KHaamosh musaafir kyuu.n afsurda hai
jab bhii tum darvaaza dekho aur mujhe dekho
Sarvat Husain
Ghazal
'vasiim' sub.h kii tanhaa.i-e-safar socho
mushaa.era to chalo raat bhar kaa ho jaa.e
Waseem Barelvi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
tum hii socho bhalaa ye shauq ko.ii shauq hu.aa
aaj uu.nchaa.ii pe baiTho kal utaare jaa.o
Kaleem Aajiz
Ghazal
Mohsin Asrar
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
jo dekhne me.n bahut hii qariib lagtaa hai
usii ke baare me.n socho to faasla nikle
Waseem Barelvi
Ghazal
naamvarii kii baat digar hai varna yaaro socho to
gulguu.n ab tak kitne teshe be-KHuun-e-farhaad hu.e
Jaun Eliya
Ghazal
bahut qariib hu.e jaa rahe ho socho to
ki itnii qurbate.n jismo.n se kab sa.nbhaltii hai.n
Waseem Barelvi
Ghazal
jo dekho to ik lahr me.n jaa rahe hai.n
jo socho to saare shanaavar akele