SEARCH RESULTS
Showing search results for "socho"
Nazm MATCHES FOR "socho"
Nazm
kisi ko udas dekh kar
hu.aa hii kyaa jo zamaane ne tum ko chhiin liyaa
yahaa.n pe kaun hu.aa hai kisii kaa socho to
Sahir Ludhianvi
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
socho to tumhe.n milaa bhii kyaa hai
ik luqma-e-tar qalam kii qiimat
Ahmad Faraz
Nazm
mehnat karo
bachpan rahaa kis kaa bhalaa anjaam ko socho zaraa
ye to kaho khaa.oge kyaa mehnat karo mehnat karo
Mohammad Husain Azad
Nazm
mere azizo, mere rafiqo
mire rafiiqo zaraa ye socho
tumhaare qabze me.n kyaa nahii.n hai
Ali Sardar Jafri
Nazm
zara socho
farz karo ki saare jaanvar baat bhii karte ham se
un ke jo jii me.n aa jaataa kah dete ek dam se
Asna Badr
Nazm
hawa ko aawara kahne walo
havaa ko aavaara kahne vaalo
kabhii to socho, kabhii to likkho