SEARCH RESULTS
Showing search results for "sochuu.n"
Ghazal MATCHES FOR "sochuu.n"
Ghazal
mai.n kisii aur ko sochuu.n to mujhe hosh aa.e
mai.n kisii aur ko dekhuu.n to ye nashsha TuuTe
Jawad Sheikh
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
tuu is qadar mujhe apne qariib lagtaa hai
tujhe alag se jo sochuu.n ajiib lagtaa hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
apne ham-zaad daraKHto.n me.n kha.Daa sochtaa huu.n
mai.n to aayaa thaa inhe.n aag lagaane ke liye
Abbas Tabish
Ghazal
pahle sochuu.n use phir us kii banaa.uu.n tasviir
aur phir us me.n hii paidaa dar-o-diivaar karuu.n
Nida Fazli
Ghazal
vo bevafaa thaa to phir itnaa mehrbaa.n kyuu.n thaa
bichha.D ke us se mai.n sochuu.n usii pahelii par
Mohsin Naqvi
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
mai.n is hisaar se nikluu.n to aur kuchh sochuu.n
tumhaare pyaar se nikluu.n to aur kuchh sochuu.n
Wasi Shah
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Shariq Kaifi
Ghazal
aaj phir se jo hu.aa qaid to ye sochuu.n huu.n
kal hii sochaa thaa ki bachnaa hai tirii yaado.n se
Amit Sharma Meet
Ghazal
dekhuu.n to mire jism pe shaaKHe.n hai.n na patte
sochuu.n to ghanaa chhaa.nv mai.n bargad se ziyaada
Iqbal Sajid
Ghazal
dekhuu.n to har ik husn me.n jhalke.n tire andaaz
sochuu.n to faqat gardish-e-dauraa.n nazar aa.e
Sadique Naseem
Ghazal
likkhuu.n to us ke ishq ko likhnaa hai shaa.irii
sochuu.n to ye suKHan bhii inaayat usii kii hai
Rehana Roohi
Ghazal
sochuu.n bhii ab use to taKHayyul ke par jale.n
mujh se judaa hu.aa to KHudaa ho gayaa vo shaKHs
Rasheed Qaisrani
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
hai ba.Daa kufr jo sochuu.n mai.n ko.ii us ke sivaa
vo bhaTak jaa.e bahak jaa.e ko.ii baat nahii.n
Jiya Shah
Ghazal
dekhuu.n to vo saamne baiThaa hu.aa hai
sochuu.n to ik miilo.n lambaa faasla hai