SEARCH RESULTS
Showing search results for "sog"
Ghazal MATCHES FOR "sog"
Ghazal
barbaadiyo.n kaa sog manaanaa fuzuul thaa
barbaadiyo.n kaa jashn manaataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ham ki jis shahr me.n the sog-nashiin-e-ahvaal
roz us shahr me.n ham dhuum machaa.e bhii ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
galii galii aabaad thii jin se kahaa.n ga.e vo log
dillii ab ke aisii uj.Dii ghar ghar phailaa sog
Nasir Kazmi
Ghazal
kahii.n se maut ko laa.o ki Gam kii raat kaTe
miraa hii sog manaa.o ki Gam kii raat kaTe
Rajendera Krishan
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
kaTii hai umr bahaaro.n ke sog me.n 'amjad'
mirii lahad pe khile.n jaavedaa.n gulaab ke phuul
Majeed Amjad
Ghazal
kuchh hijr ke mausam ne sataayaa nahii.n itnaa
kuchh ham ne tiraa sog manaayaa nahii.n itnaa
Adeem Hashmi
Ghazal
mujhe pata hai ki barbaad ho chukaa huu.n mai.n
tuu meraa sog manaa mujh ko sogvaar na kar
Anjum Saleemi
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
Abhishek Shukla
Ghazal
sab lutf le rahe hai.n udaasii kaa shahr me.n
hai.n log apne sog kaa saamaan karke KHush
Yasir Khan Inam
Ghazal
pe.D ke baa'd parindo.n ne bhii par kaaT liye
az-zamii.n taa-ba-falak sog hai viiraanii hai
Qamar Abbas Qamar
Ghazal
falak pe chaa.nd ke haale bhii sog karte hai.n
jo tuu nahii.n to ujaale bhii sog karte hai.n
Wasi Shah
Ghazal
sab kuchh na kahii.n sog manaane me.n chalaa jaa.e
jii me.n hai kisii aur zamaane me.n chalaa jaa.e
Saqi Faruqi
Ghazal
raat naadiida balaa.o.n ke asar me.n ham the
KHauf se sahme hu.e sog-nagar me.n ham the
Saqi Faruqi
Ghazal
kis kushta-e-kaakul kaa rakhaa sog mirii jaa.n
gesuu nahii.n kyuu.n tum ne sa.nvaare ka.ii din se