SEARCH RESULTS
Showing search results for "sog"
Nazm MATCHES FOR "sog"
Nazm
ai sharif insano
fat.h kaa jashn ho ki haar kaa sog
zindagii mayyato.n pe rotii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek mulaqat
ga.ii to sog me.n Duube qadam ye kah ke ga.e
safar hai shart shariik-e-safar mile na mile
Sahir Ludhianvi
Nazm
hubb-e-watan
ra.nj ko un ke samjhe maaya-e-Gam
vaa.n agar sog ho to yaa.n maatam
Altaf Hussain Hali
Nazm
chadar aur chaar-diwari
na sog me.n huu.n ki us ko o.Dhuu.n
Gam-o-alam KHalq ko dikhaa.uu.n
Fahmida Riaz
Nazm
main nahin to kya
isii bahaar kaa partav hai mai.n nahii.n to kyaa
mire liye ye udaasii ye sog kyuu.n aaKHir
Sahir Ludhianvi
Nazm
tanhai mein
ghar gayaa zehn Gam-e-ziist ke andaazo.n me.n
har hathelii pe dhare soch rahaa huu.n baiThaa
Akhtarul Iman
Nazm
diwaron ka jangal jis ka aabaadi hai nam
haal na puuchhe.n dard na baa.nTe.n us jangal ke log
apnaa apnaa sukh hai sab kaa apnaa apnaa sog
Sahir Ludhianvi
Nazm
hawa jam-e-sehat tajwiz karti hai
aur udaasii kii yahii suurat rahegii
mai.n apne sog me.n maatam-kunaa.n
Parveen Shakir
Nazm
bhae kabir udas
giit likhaa.e.n paise naa de.n film nagar ke log
un ke ghar baaje shahnaa.ii lekhak ke ghar sog
Habib Jalib
Nazm
diwali
qabr ho samaadhii ho sab ko jagmagaa.e.nge
dhuum se shahiido.n kaa sog ham manaae.nge
Nazeer Banarasi
Nazm
aap-biti
har taraf sog me.n Duubaa hu.aa meraa maahaul
meraa uj.Daa hu.aa ghar 'miir' ke ghar ke maanind
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
mahaul
fazaa kaa sog utraa aa rahaa hai zarf-e-hastii me.n
nigaah-e-shauq ruuh-e-aarzuu kajlaa.ii jaatii hai
Kaifi Azmi
Nazm
waqt ki qadr
bahaar biitne vaalii hai aa bhii jaa salmaa
ga.nvaa na sog me.n apne shabaab kii raate.n
Akhtar Shirani
Nazm
sukun
na ishtiyaaq, na hairat, na iztiraab, na sog
sukuut-e-shaam me.n kho.ii hu.ii kahaanii kaa