SEARCH RESULTS
Showing search results for "sog"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sog"
Ghazal
barbaadiyo.n kaa sog manaanaa fuzuul thaa
barbaadiyo.n kaa jashn manaataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
ai sharif insano
fat.h kaa jashn ho ki haar kaa sog
zindagii mayyato.n pe rotii hai
Sahir Ludhianvi
PAGE MATCHES FOR "sog"
Tags
Soch
Soch Shayari
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sog"
Ghazal
ham ki jis shahr me.n the sog-nashiin-e-ahvaal
roz us shahr me.n ham dhuum machaa.e bhii ga.e
Jaun Eliya
Nazm
ek mulaqat
ga.ii to sog me.n Duube qadam ye kah ke ga.e
safar hai shart shariik-e-safar mile na mile
Sahir Ludhianvi
Ghazal
galii galii aabaad thii jin se kahaa.n ga.e vo log
dillii ab ke aisii uj.Dii ghar ghar phailaa sog
Nasir Kazmi
Sher
mai.n apne shahr se maayuus ho ke lauT aayaa
puraane sog base the na.e makaano.n me.n
Saqi Faruqi
Sher
mujhe pata hai ki barbaad ho chukaa huu.n mai.n
tuu meraa sog manaa mujh ko sogvaar na kar
Anjum Saleemi
Nazm
hubb-e-watan
ra.nj ko un ke samjhe maaya-e-Gam
vaa.n agar sog ho to yaa.n maatam
Altaf Hussain Hali
Nazm
chadar aur chaar-diwari
na sog me.n huu.n ki us ko o.Dhuu.n
Gam-o-alam KHalq ko dikhaa.uu.n
Fahmida Riaz
Ghazal
kahii.n se maut ko laa.o ki Gam kii raat kaTe
miraa hii sog manaa.o ki Gam kii raat kaTe

