SEARCH RESULTS
Showing search results for "sogvaar-o-nauha-kunaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "sogvaar-o-nauha-kunaa.n"
Ghazal
hu.aa hai is liye bhii sogvaar-o-nauha-kunaa.n
hujuum-e-shahr me.n ham log laa ke maare ga.e
Saleem Figar
Ghazal
tishnagii hogii jahaa.n be-saaKHta nauha-kunaa.n
us jagah ham daastaan-e-karbalaa le jaa.e.nge
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
aaho.n kii tamaazat se sulagte hai.n dar-o-baam
ab nauha-kunaa.n ho.nTo.n pe shahnaa.ii ataa kar
Syed Mohammad Ahmad Naqvi
Ghazal
vahshii to gayaa le ke vo zanjiir-o-garebaa.n
ik nauha-kunaa.n KHaalii makaa.n chho.D gayaa hai
Naushad Ali
Ghazal
sar pe jo mayassar nahii.n hai chaadar-e-tathiir
is zulm-e-yaziidii pe falak nauha-kunaa.n hai
Kazim Wasti
Ghazal
taa-sub.h merii laash rahii be-kafan to kyaa
baanuu-e-shaam nauha-kunaa.n hii nahii.n hu.ii
Siraj Ajmali
Ghazal
jahaa.n ne dekhaa nahii.n aisaa girya-o-maatam
jab apnii maut pe nauha-kunaa.n hu.aa hai ye dil
Mohsin Ehsan
Ghazal
ruuh gar nauha-kunaa.n ho to Gazal hotii hai
dil ko ehsaas-e-ziyaa.n ho to Gazal hotii hai
Pirzada Qasim
Ghazal
Jafar Tahir
Ghazal
Syed Nawab Haider Naqvi Rahi
Ghazal
Abrar Ahmad
Ghazal
Syed Amjad Altaf
Ghazal
gul nauha-kunaa.n o sanam-e-dast-ba-siina
allaah Ganii! lamha-e-anjaam hamaaraa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Amir Hamza Saqib
Ghazal
Najma Shaheen Khosa
Ghazal
dasht hai.n nauha-kunaa.n shahr kii viiraanii par
kis ne is shahr kii buniyaad rakhii paanii par