SEARCH RESULTS
Showing search results for "soto.n"
Ghazal MATCHES FOR "soto.n"
Ghazal
yahaa.n KHayaal ke soto.n se KHuun phuuTegaa
saraab ke liye ja.nge.n hai.n saarbaano.n me.n
Saqi Faruqi
Ghazal
KHvaabiidgaan-e-KHaak hai.n giryaa.n mazaar par
soto.n kii aa.nkhe.n khul ga.ii.n rone ke vaaste
Muneer Shikohabadi
Ghazal
soto.n me.n jaan Daal ke a.ng.Daa.iyaa.n na lo
jaage hu.e ho shab ke jo yaa.n aa ke so rahe
Nizam Rampuri
Ghazal
KHushk soto.n ko jagaate hai.n payambar ke qadam
ret se chashma ubaltaa hai Gazal hotii hai
Abdul Mannan Tarzi
Ghazal
soto.n ko pichhle pahr bhalaa kyuu.n pukaariye
darvaaza khulne kaa nahii.n ghar ko sidhaar.iye
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
dil-o-nigaah kii paakiizgii ke soto.n pe
jamii hai gard so saaraa ye gyaan mailaa hai
Saima Ishaq
Ghazal
abhii to kaam inhe.n bhii bahut se karne hai.n
numuud-e-sub.h hai soto.n ko bhii jagaa ke chalo
Aulad Ali Rizvi
Ghazal
ushshaaq ke marqad par hasrat yahii kahtii hai
tum fitna-e-mahshar ho soto.n ko jagaa jaanaa
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
nam-e-tarsiil ke soto.n ko chhupaa.e rakkhaa
mujh samaa.at ne sadaa.o.n ko chhupaa.e rakkhaa
Khumar Mirzada
Ghazal
soto.n ko jagaayaa mire naale ne adam ke
par taal-e-KHvaabiida ko bedaar na dekhaa
Shaikh Mohammad Roshan Joshish Lakhnavi
Ghazal
Yasir Iqbal
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
shahr me.n ik baaG hai aur baaG me.n taalaab hai
tairtii hai.n is me.n saato.n rang vaalii aurte.n
Bashir Badr
Ghazal
sabaa kaa haath thaam kar 'adaa' na chal sakogii tum
tamaam umr KHvaab KHvaab saa.ato.n ke darmiyaa.n
Ada Jafarey
Ghazal
haft aflaak hai.n lekin nahii.n khultaa ye hijaab
kaun saa dushman-e-ushshaaq hai.n in saato.n me.n