SEARCH RESULTS
Showing search results for "soto.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "soto.n"
Nazm
goristan-e-shahi
ab ko.ii aavaaz soto.n ko jagaa saktii nahii.n
siina-e-viiraa.n me.n jaan-e-rafta aa saktii nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
yahaa.n KHayaal ke soto.n se KHuun phuuTegaa
saraab ke liye ja.nge.n hai.n saarbaano.n me.n
Saqi Faruqi
Ghazal
KHvaabiidgaan-e-KHaak hai.n giryaa.n mazaar par
soto.n kii aa.nkhe.n khul ga.ii.n rone ke vaaste
Muneer Shikohabadi
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "soto.n"
MORE MATCHES FOR "soto.n"
Ghazal
KHushk soto.n ko jagaate hai.n payambar ke qadam
ret se chashma ubaltaa hai Gazal hotii hai
Abdul Mannan Tarzi
Ghazal
soto.n ko pichhle pahr bhalaa kyuu.n pukaariye
darvaaza khulne kaa nahii.n ghar ko sidhaar.iye
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
dil-o-nigaah kii paakiizgii ke soto.n pe
jamii hai gard so saaraa ye gyaan mailaa hai
Saima Ishaq
Nazm
dukhti haDDiyon ki wakalat
aur kyaa kahne hai.n aap kii siyaasat ke
soto.n ko jagaa diyaa aap ne
Mohammad Haneef Rame
Ghazal
abhii to kaam inhe.n bhii bahut se karne hai.n
numuud-e-sub.h hai soto.n ko bhii jagaa ke chalo
Aulad Ali Rizvi
Ghazal
ushshaaq ke marqad par hasrat yahii kahtii hai
tum fitna-e-mahshar ho soto.n ko jagaa jaanaa
Jameela Khuda Bakhsh
Nazm
meri shairi
ek hii samt inaayaat ke dhaare na rahe
mai.n ne paanii ka.ii soto.n se ubalte dekhaa
Akhtar Payami
Nazm
des premi ki dua
soto.n ko bedaar kare.n sab
qaum kaa be.Daa paar kare.n sab