SEARCH RESULTS
Showing search results for "sozish"
Ghazal MATCHES FOR "sozish"
Ghazal
likhtaa huu.n 'asad' sozish-e-dil se suKHan-e-garm
taa rakh na sake ko.ii mire harf par a.ngusht
Mirza Ghalib
Ghazal
aah-e-sahar ne sozish-e-dil ko miTaa diyaa
us baav ne hame.n to diyaa saa bujhaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
sozish-e-dil se tasalsul hai vahii aaho.n kaa
uud ke jalne se mujmir me.n dhu.aa.n hai ki jo thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
vahii KHalish vahii sozish vahii tapish vahii dard
hame.n sahar bhii ba-andaaz-e-shaam hotii hai
Behzad Lakhnavi
Ghazal
tufta-jaano.n kaa ilaaj ai ahl-e-daanish aur hai
ishq kii aatish balaa hai us kii sozish aur hai
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
sozish-e-Gam ke sivaa kaahish-e-furqat ke sivaa
ishq me.n kuchh bhii nahii.n dard kii lazzat ke sivaa
Aziz Warsi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kuchh ishq kii lazzat bhii hai kuchh sozish-e-dil bhii
taaza hai.n mire dil me.n ye sauGaat abhii tak
Sadiqa Fatimi
Ghazal
aab-e-KHizar se bhii na ga.ii sozish-e-jigar
kyaa jaaniye ye aag hai kis duudmaan se
Meer Taqi Meer
Ghazal
turbat pe dil-jalo.n kii nahii.n gar charaaG o gul
siine me.n sozish-e-dil o daaG-e-jigar to hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ve din ga.e ki aatish-e-Gam dil me.n thii nihaa.n
sozish rahe hai ab to har ik ustuKHvaan me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
sozish-e-dil kyaa kahuu.n mai.n jab talak jiitaa rahaa
ek a.ngaaraa saa pahluu me.n mire dahkaa kiyaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
sozish ga.ii na dil kii rone se roz-o-shab ke
jaltaa huu.n aur dariyaa bahte hai.n chashm-e-nam se
Meer Taqi Meer
Ghazal
apnii sozish me.n bhii hotaa hai jahannum mahsuus
Gair kii aag kaa sho.ala bhii dhu.aa.n hotaa hai