SEARCH RESULTS
Showing search results for "strugle"
Ghazal MATCHES FOR "strugle"
Ghazal
shuGl-e-mai-parastii go jashn-e-naa-muraadii thaa
yuu.n bhii kaT ga.e kuchh din tere sogvaaro.n ke
Sahir Ludhianvi
Ghazal
taaluu se yaa.n zabaan sahar tak nahii.n lagii
thaa kis ko shuGl-e-naGma-e-saraa.ii tamaam shab
Momin Khan Momin
Ghazal
majlis-e-vaaz me.n kyaa merii zaruurat naaseh
ghar me.n baiThaa hu.aa shuGl-e-mai-o-miinaa na karuu.n
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
un ko jo shuGl-e-naaz se fursat na ho sakii
ham ne ye kah diyaa ki mohabbat na ho sakii
Hasrat Mohani
Ghazal
gar yuu.n hii ba.Dhtaa rahaa din raat shuGl-e-mai-kashii
ek din is mai-kade ke piir ban jaa.e.nge ham
Azm Shakri
Ghazal
maanind-e-sham.a girya hai kyaa shuGl-e-turfa-tar
ho jaatii raat us me.n balaa se basar to hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
aa.o phir jalva-e-jaanaa.n pe luTaa de.n kaunain
shuGl-e-paariina-e-arbaab-e-nazar taaza kare.n
Josh Malihabadi
Ghazal
Akhtar Ansari
Ghazal
but-parastii kii bahut 'sayyaah' ab kar yaad haq
shuGl-e-maulaa me.n rahe banda vahii hai kaam kaa
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
Unwan Chishti
Ghazal
piirii me.n shuGl-e-mai hai javaananaa roz-o-shab
buu-e-bahaar aatii hamaarii KHizaa.n me.n hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Jameel Mazhari
Ghazal
kyaa shuGl-e-shajar kaar hai afkaar se behtar
saudaa sar-e-shoriida me.n gar ho na samar kaa
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
Arshad Siddiqui
Ghazal
aa.o ilaaj-e-talKHi-e-kaam-o-guluu kare.n
kuchh der shuGl-e-jaam rahe guftuguu kare.n
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
dil-navaazii me.n bhii iizaa hai mohabbat kii qasam
tujh ko fursat jo kabhii shuGl-e-sitam-raanii de
Asar Lakhnavi
Ghazal
abr-saa.n hai hujuum-e-baarish-e-ashk
barq-saa.n shuGl-e-be-qaraarii hai