SEARCH RESULTS
Showing search results for "sugandh"
Ghazal MATCHES FOR "sugandh"
Ghazal
bhiinii sii ek mad-bharii u.Dtii sugandh hai
khilte gulaab laakh hai.n jaa.e.n jidhar ko aap
Mirza Hasan Nasir
Ghazal
ajiib KHauf kaa mausam hai in dino.n 'imrran'
sugandh le ke havaa duur tak nahii.n jaatii
Imran-ul-haq Chauhan
Ghazal
har samt se sugandh kii aamad chaman me.n ho
roke na ko.ii dosto nik.hat kaa raasta
Sada Ambalvi
Ghazal
yaqii.n kiye hu.e hai.n vo gumaan se pahle
sugandh aa rahii hai za.afraan se pahle
Gunjan Nagar Shayar Bakar
Ghazal
ye dil shivaala nahii.n jogiyo.n kaa kuTiyaa hai
sugandh se vo badan kii basaa ga.ii hai ise
Pooran Kumar Hosh
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ye burii KHuu hai dilaa tujh me.n KHudaa kii saugand
dekh us but ko tuu hairaan na rah jaayaa kar
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
lab-e-ejaaz kii saugand ye jhankaar thii kyaa
terii KHaamoshii ke maanind abhii kuchh TuuTaa hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
guzishtagaan-e-mohabbat ke KHvaab kii saugand
vo KHvaab hogaa mukammal du.aa kiye jaa.e.n
Iftikhar Arif
Ghazal
ko.ii kyaa khaa.egaa yuu.n sachchii qasam jhuuTii qasam
us nigaah-e-naaz kii saugandh khaane kii kaho
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mujh ishq kii saugand hai jab ishq ko kholaa
kuchh aur na dekhaa vo sipaahii nazar aaya
Arshad Aurangabadi
Ghazal
ma.aal-e-lazzat-e-shauq-e-visaal kii saugand
qaraar maa.ngne aa.e the be-qaraar chale
Maikash Nag Puri
Ghazal
terii baKHshii hu.ii aazaad jabii.n kii saugand
ek sajda bhii Gulaamii me.n garaa.n rakhtaa huu.n
Nushur Wahidi
Ghazal
saugand hai ki tark-e-talab kii sazaa mile
ruk jaa.e gar qadam kii masaafat to sar kaTe
Atta Shad
Ghazal
hai Gair se bhii rabt tumhe.n mai.n jo ye kahaa
saugand mere sar kii vo khaa kar chale ga.e