SEARCH RESULTS
Showing search results for "sugandh"
Nazm MATCHES FOR "sugandh"
Nazm
parchhaiyan
sugandh raat kii raanii kii jab machaltii hai
fazaa me.n ruuh-e-tarab karvaTe.n badaltii hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aadhi raat
dulhan ho jaise hayaa kii sugandh se bojhal
ye mauj-e-nuur ye bharpuur ye khilii hu.ii raat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aurat
terii KHaatir hai jo zanjiir vo saugand bhii to.D
tauq ye bhii hai zamurrad kaa guluu-band bhii to.D
Kaifi Azmi
Nazm
mere bhi hain kuchh KHwab
har KHvaab kii saugand!
har-chand ki vo KHvaab hai.n sar-basta o ruu-band
Noon Meem Rashid
Nazm
TuTi jahan jahan pe kamand
nahii.n rahaa haram-e-dil me.n ik sanam baatil
tire KHayaal ke laat-o-manaat kii saugand
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hindi hindustani
faarsii kii sugha.D sahelii hai
aur turkii ke saath khelii hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
holi
vo shor-bor thii sab rang se nipaT yak chand
ko.ii dilaatii hai saathin ko yaar key saugand
Nazeer Akbarabadi
Nazm
KHwab
ai shaKHs tere jamaal-e-javaan kii saugand
dha.Dak rahaa hai hamesha mirii rago.n me.n tuu
Sadiya Safdar Saadi
Nazm
subh ka sawera
tujh se kyaa KHush jii hai hamaaraa
kitnii sugha.D kyaa kaam hai pyaaraa
Mahwi Siddiqi
Nazm
mazdur
libaas-e-dahr hai.n tere libaas ke paivand
KHudaa gavaah hai sarmaaya-daar kii saugand