SEARCH RESULTS
Showing search results for "sulajhne"
Ghazal MATCHES FOR "sulajhne"
Ghazal
Salaam Najmi
Ghazal
mas.ale kam nahii.n vaise hii sulajhne ke liye
aur tirii zulf kii uljhan bhii mujhe chaahiye hai
Izhar Warsi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
ye ek baat samajhne me.n raat ho ga.ii hai
mai.n us se jiit gayaa huu.n ki maat ho ga.ii hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
mujh se nazre.n to milaa.o ki hazaaro.n chehre
merii aa.nkho.n me.n sulagte hai.n savaalo.n kii tarah
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ik mu.amma hai samajhne kaa na samjhaane kaa
zindagii kaahe ko hai KHvaab hai diivaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
pyaar kaa KHuun hu.aa kyuu.n ye samajhne ke liye
har a.ndhere ko ujaale me.n bulaayaa jaa.e
Gopaldas Neeraj
Ghazal
husn ke samajhne ko umr chaahiye jaanaa.n
do gha.Dii kii chaahat me.n la.Dkiyaa.n nahii.n khultii.n
Parveen Shakir
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
bachche bhii Gariibii ko samajhne lage shaayad
ab jaag bhii jaate hai.n to saharii nahii.n khaate
Munawwar Rana
Ghazal
tujhe taraash ke mai.n saKHt munfa.il huu.n ki log
tujhe sanam to samajhne lage KHudaa mujh ko
Ahmad Faraz
Ghazal
sham' kii lau pe sar-e-shaam sulagte jalte
kisii parvaane ko dekhoge to yaad aa.uu.ngaa
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
jinhe.n saliiqa hai tahziib-e-Gam samajhne kaa
unhii.n ke rone me.n aa.nsuu nazar nahii.n aate
Waseem Barelvi
Ghazal
use samajhne kaa ko.ii to raasta nikle
mai.n chaahtaa bhii yahii thaa vo bevafaa nikle
Waseem Barelvi
Ghazal
umr-bhar kii mohlat to vaqt hai ta.aaruf kaa
zindagii samajhne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
kahaa.n hai tuu ki tire intizaar me.n ai dost
tamaam raat sulagte hai.n dil ke viiraane
Nasir Kazmi
Ghazal
ai haqiiqat ko faqat KHvaab samajhne vaale
tuu kabhii saahab-e-asraar nahii.n ho saktaa