SEARCH RESULTS
Showing search results for "sulajhne"
Nazm MATCHES FOR "sulajhne"
Nazm
uljhanen
aadmii aaj bhii sad-haif ki insaan nahii.n
aisii uljhan hai sulajhne kaa kuchh imkaan nahii.n
Bano Tahira Sayeed
Nazm
hiras
mai.n sulagte hu.e raazo.n ko ayaa.n to kar duu.n
lekin un raazo.n kii tash.hiir se jii Dartaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
aadmi-nama
namruud bhii KHudaa hii kahaataa thaa barmalaa
ye baat hai samajhne kii aage kahuu.n mai.n kyaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
mashwara
tumhaare dil ne use muntaKHab kiyaa ki jise
tumhaare Gam ko samajhne kaa bhii shu.uur nahii.n
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
jugnu
mujhe sulaane ko jo loriyaa.n bhii gaa na sakii
vo maa.n jo duudh bhii apnaa mujhe pilaa na sakii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hasan kuza-gar(3)
aisii uljhane.n hai.n
jin ko aaj tak ko.ii nahii.n 'sulajh' sakaa
Noon Meem Rashid
Nazm
raat sunsan hai
mujh ko ma.aluum hai kyaa biit chukii hai tujh par
mere chehre ke sulagte hu.e zaKHmo.n ko bhii dekh
Mustafa Zaidi
Nazm
parchhaiyan
ye manzaro.n kii jhalak khet baaG dariyaa gaa.nv
vo kuchh sulagte hu.e kuchh sulagne vaale alaav
Firaq Gorakhpuri
Nazm
isi do-rahe par
terii chup-chaap nigaaho.n ko sulagte paa kar
merii bezaar tabii.at ko bhii pyaar aa hii gayaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
diwar
fahm-o-lataafat kii tamsiil shaayad kahii.n bhii nahii.n thii
sulagne lagaa
Sohaib Mugheera Siddiqi
Nazm
ye sarae hai
guzraa karte hai.n sulagte hu.e baaqii ayyaam
log jab aag lagaate hai.n bujhaate bhii bhii nahii.n
Ibn e Insha
Nazm
fabe-ayye aalaye rabbikuma tukazziban
apne apne ku.nve.n ko bahr-e-aazam kahne aur samajhne vaale
ye nanhe me.nDak