SEARCH RESULTS
Showing search results for "sulh"
Ghazal MATCHES FOR "sulh"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
bas ek sulh kii suurat me.n jaan-baKHshii hai
kisii bhii duusrii suurat me.n maaraa jaa.uu.ngaa
Rana Saeed Doshi
Ghazal
sub.h-e-furqat to qayaamat kii sahar hai yaa rab
apne bando.n ke liye aur sahar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ma.ashuuq ne karaa dii kyaa sulh aashiqo.n me.n
saare raqiib aa.e aur yaar ho ke nikle
Farhat Ehsas
Ghazal
tanaaze.aat me.n behtar hai sulh kar lenaa
na.e gile to Galat-fahmiyaa.n ba.Dhaate hai.n
Muzaffar Razmi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
nazdiikii o duurii kii kashaakash ko miTaa de
is ja.ng me.n tuu sulh ke parcham kii tarah aa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
biich me.n hai mere us ke tuu hii ai aah-e-hazii.n
sulh kyuu.nkar hove jab tak darmiyaa.n ko.ii na ho
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
ham sulh bhii kar le.n to chalii jaatii hai un me.n
baaham dil o dilbar kii la.Daa.ii nahii.n jaatii
Jalal Lakhnavi
Ghazal
milaa thaa zahr jo virse me.n pii rahe hai.n ham
na us ne sulh kii sochii na mai.n jhukaa ab tak
Shakeel Azmi
Ghazal
kabhii to sulh bhii ho jaa.e zohd o mastii me.n
ilaahii shaiKH bhii mai-KHvaar ho muGaa.n kii tarah
Dagh Dehlvi
Ghazal
raazii thaa mai.n bhii aur miraa dushman bhii sulh par
kuchh dosto.n ne haath milaane nahii.n diyaa
Nawaz Deobandi
Ghazal
mohabbat sulh bhii paikaar bhii hai
ye shaaKH-e-gul bhii hai talvaar bhii hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
jo dost hai.n vo maa.ngte hai.n sulh kii du.aa
dushman ye chaahte hai.n ki aapas me.n ja.ng ho
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
yaaro.n ne KHuub jaa ke zamaane se sulh kii
mai.n aisaa bad-dimaaG yahaa.n bhii bichha.D gayaa