SEARCH RESULTS
Showing search results for "sulh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sulh"
Ghazal
Jaun Eliya
Nazm
tu hindu banega na musalman banega
tuu amn kaa aur sulh kaa armaan banegaa
insaan kii aulaad hai insaan banegaa
Sahir Ludhianvi
Sher
zamaana ho gayaa KHud se mujhe la.Dte-jhaga.Dte
mai.n apne aap se ab sulh karnaa chaahtaa huu.n
Iftikhar Arif
Sher
aap ko aataa rahaa mere sataane kaa KHayaal
sulh se achchhii rahii mujh ko la.Daa.ii aap kii
Hasrat Mohani
Ghazal
bas ek sulh kii suurat me.n jaan-baKHshii hai
kisii bhii duusrii suurat me.n maaraa jaa.uu.ngaa
Rana Saeed Doshi
PAGE MATCHES FOR "sulh"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sulh"
Sher
jo dost hai.n vo maa.ngte hai.n sulh kii du.aa
dushman ye chaahte hai.n ki aapas me.n ja.ng ho
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
sub.h-e-furqat to qayaamat kii sahar hai yaa rab
apne bando.n ke liye aur sahar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ma.ashuuq ne karaa dii kyaa sulh aashiqo.n me.n
saare raqiib aa.e aur yaar ho ke nikle
Farhat Ehsas
Sher
'mullaa' banaa diyaa hai ise bhii mahaaz-e-ja.ng
ik sulh kaa payaam thii urdu zabaa.n kabhii
Anand Narayan Mulla
Ghazal
tanaaze.aat me.n behtar hai sulh kar lenaa
na.e gile to Galat-fahmiyaa.n ba.Dhaate hai.n
Muzaffar Razmi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
nazdiikii o duurii kii kashaakash ko miTaa de
is ja.ng me.n tuu sulh ke parcham kii tarah aa

